Meree nazar ke saamne aa ke ... larkee thee yaa koee chhalaavaa

मेरी नज़र के सामने आ के ... लड़की थी या कोई छलावा
Year
Language

मेरी नज़र के सामने आ के छुप गई वो इक झलक दिखा के
याद नहीं कुछ इसके अलावा लड़की थी या कोई छलावा
मेरी नज़र के …
लल्ल लल्ला रे

काजल तुझे बना लूँगी हाँ हाँ हाँ हाँ
आँखों में तुझे लगा लूँगी हाँ हाँ हाँ हाँ
मेरे कदमों में दिल रख दे मैं पागल तुझे बना दूँगी
उसके हुस्न का था ये दावा
लड़की थी …

पलकों में तुझे बिठा लूँगा हाँ हाँ हाँ हाँ
सीने से तुझे लगा लूँगा हाँ हाँ हाँ हाँ
क्‌या रह जाएगा पास तेरे मैं सब कुछ तेरा चुरा लूँगा
हो मेरे इश्क़ का था ये दावा
लड़की थी …

merī nazar ke sāmne ā ke chhup gaī vo ik jhalak dikhā ke
yād nahīṅ kuchh iske alāvā laṛkī thī yā koī chhalāvā
merī nazar ke …
lall lallā re

kājal tujhe banā lūṇgī hāṇ hāṇ hāṇ hāṇ
āṇkhoṅ meṅ tujhe lagā lūṇgī hāṇ hāṇ hāṇ hāṇ
mere kadmoṅ meṅ dil rakh de maiṅ pāgal tujhe banā dūṇgī
uske husn kā thā ye dāvā
laṛkī thī …

palkoṅ meṅ tujhe biṭhā lūṇgā hāṇ hāṇ hāṇ hāṇ
sīne se tujhe lagā lūṇgā hāṇ hāṇ hāṇ hāṇ
k‌yā rah jāegā pās tere maiṅ sab kuchh terā churā lūṇgā
ho mere iśhq kā thā ye dāvā
laṛkī thī …