मेरी नज़र चेहरे से ... देख इधर पतली कमर बाली उमर्
मेरी नज़र चेहरे से अब तेरे हटे ना
तेरे बिना जान मेरी रात कटे ना
ऐ देख इधर पतली कमर बाली उमर
जान-ए-जिगर मान भी जा कहना
मेरे दिल को ना तड़पा ऐ आ ऐ
अरे समझो
ओ गलियों बाज़ारों में कहीं प्यार बंटे ना
ऐसे पटाने से कभी लड़की पटे ना
अरे यार संभल बचके निकल
चिकने बदन पे न फिसल
करके ऐसी बात मेरे दिल को ना तड़पा
ऐ ना ऐ अरे बाबा ना
जोबन पे ठहरे न मुड़ी मुड़ी जाए
चुनरी हवाओं में उड़ी उड़ी जाए
अंगिया का पैबंद खुला खुला जाए
रंग कोई इस तन में घुला घुला जाए
ओ उफ़ क्या जवानी है अंगूरी पानी है
तुझमें है कोई नशा
थोड़ी सी मस्ती है थोड़ा सा जादू है
मुझमें है थोड़ी हया
अरे देख इधर पतली कमर …
अब ना जिया पे चले मेरा जोर
तू तो लगे मुझको कोई चितचोर
आ बाँध ले दिल से दिल की तू डोर
रानी मचाती है क्यूं इतना शोर
जाने दे जाने दे ना छेड़ जाने दे
रस्ते में है क्यूं खड़ा
क़ातिल निगाहों पे तेरी अदाओं पे
मैं तो हुआ रे फ़िदा
अरे यार संभल …
merī nazar chehre se ab tere haṭe nā
tere binā jān merī rāt kaṭe nā
ai dekh idhar patlī kamar bālī umar
jān-e-jigar mān bhī jā kahnā
mere dil ko nā taṛpā ai ā ai
are samjho
o galiyoṅ bāzāroṅ meṅ kahīṅ pyār baṅṭe nā
aise paṭāne se kabhī laṛkī paṭe nā
are yār saṅbhal bachke nikal
chikne badan pe na phisal
karke aisī bāt mere dil ko nā taṛpā
ai nā ai are bābā nā
joban pe ṭhahre na muṛī muṛī jāe
chunrī havāoṅ meṅ uṛī uṛī jāe
aṅgiyā kā paibaṅd khulā khulā jāe
raṅg koī is tan meṅ ghulā ghulā jāe
o uf kyā javānī hai aṅgūrī pānī hai
tujhmeṅ hai koī naśhā
thoṛī sī mastī hai thoṛā sā jādū hai
mujhmeṅ hai thoṛī hayā
are dekh idhar patlī kamar …
ab nā jiyā pe chale merā jor
tū to lage mujhko koī chitchor
ā bāṇdh le dil se dil kī tū ḍor
rānī machātī hai kyūṅ itnā śhor
jāne de jāne de nā chheṛ jāne de
raste meṅ hai kyūṅ khaṛā
qātil nigāhoṅ pe terī adāoṅ pe
maiṅ to huā re fidā
are yār saṅbhal …