Meree nathnee mahngee vaalee hai ... kaheen police case naa ban jaae

मेरी नथनी महँगी वाली है ... कहीं पोलिcए cअसे ना बन जाए
Work
Year
Language

मेरी नथनी -4
मेरी नथनी महँगी वाली है
ऐसी बन्दूक दुनाली है

मेरी नथनी महँगी वाली है
को: हा हा
ऐसी बन्दूक दुनाली है
को: हा हा
जो दिल को छलनी कर जाए
कोई आह भरे कोई मर जाए
तू सम्भल के अपना हाथ बढ़ा हाथ बढ़ा बचना
कहीं police case ना बन जाए -2
को: कहीं police case ना बन जाए -2

घर से निकली पानी भरने
दीवानों ने मुझे देख लिया
घर से निकली पानी भरने हाय
दीवानों ने मुझे देख लिया
मैं पटक के गगरी जब भागी
मेरा रस्ता सबने रोक लिया
अब पनघट आना जल जाए जल जाए रामा
कहीं police case ना बन जाए -2
को: कहीं police case ना बन जाए -2

( एक रात कोई छुप कर आया
झट सारा मोहल्ला जाग गया ) -2
जब उसने छुआ मैं सिहर गई
वो खिड़की ताक के भाग गया
वो छुवन आज तक तड़पाए तड़पाए हाय
कहीं police case ना बन जाए -2
को: कहीं police case ना बन जाए -2

सज-धज कर मेले में आई
जिसने देखा सर घूम गया
सज-धज कर मेले में आई हाय
जिसने देखा सर घूम गया
जब सर से चुनरिया सरक गई
लगा साँप सभी को सूँघ गया
मेरा हुस्न क़यामत बरसाए बरसाए हाय
कहीं police case ना बन जाए -2
को: कहीं police case ना बन जाए -2

मेरी नथनी महँगी वाली है
को: हो हा
ऐसी बन्दूक दुनाली है
को: हो हा
जो दिल को छलनी कर जाए
कोई आह भरे कोई मर जाए
तू सम्भल के अपना हाथ बढ़ा हाथ बढ़ा बचना
को: कहीं police case ना बन जाए -4

merī nathnī -4
merī nathnī mahṇgī vālī hai
aisī bandūk dunālī hai

merī nathnī mahṇgī vālī hai
ko: hā hā
aisī bandūk dunālī hai
ko: hā hā
jo dil ko chhalnī kar jāe
koī āh bhare koī mar jāe
tū sambhal ke apnā hāth baṛhā hāth baṛhā bachnā
kahīṅ police case nā ban jāe -2
ko: kahīṅ police case nā ban jāe -2

ghar se niklī pānī bharne
dīvānoṅ ne mujhe dekh liyā
ghar se niklī pānī bharne hāy
dīvānoṅ ne mujhe dekh liyā
maiṅ paṭak ke gagrī jab bhāgī
merā rastā sabne rok liyā
ab panghaṭ ānā jal jāe jal jāe rāmā
kahīṅ police case nā ban jāe -2
ko: kahīṅ police case nā ban jāe -2

( ek rāt koī chhup kar āyā
jhaṭ sārā mohallā jāg gayā ) -2
jab usne chhuā maiṅ sihar gaī
vo khiṛkī tāk ke bhāg gayā
vo chhuvan āj tak taṛpāe taṛpāe hāy
kahīṅ police case nā ban jāe -2
ko: kahīṅ police case nā ban jāe -2

saj-dhaj kar mele meṅ āī
jisne dekhā sar ghūm gayā
saj-dhaj kar mele meṅ āī hāy
jisne dekhā sar ghūm gayā
jab sar se chunriyā sarak gaī
lagā sāṇp sabhī ko sūṇgh gayā
merā husn qayāmat barsāe barsāe hāy
kahīṅ police case nā ban jāe -2
ko: kahīṅ police case nā ban jāe -2

merī nathnī mahṇgī vālī hai
ko: ho hā
aisī bandūk dunālī hai
ko: ho hā
jo dil ko chhalnī kar jāe
koī āh bhare koī mar jāe
tū sambhal ke apnā hāth baṛhā hāth baṛhā bachnā
ko: kahīṅ police case nā ban jāe -4