मेरी मुहब्बत तेरी जवानी
चार दिनों की है ज़िन्दगानी
तो, आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी
मैं हूँ दीवाना तू है दीवानी
ये सारी दुनिया है आनी-जानी
तो, आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी …
आज नहीं तो कल तू मेरे प्यार को मानेगी
अगर मेरी तू जानेगी हो प्रीतम को पहचानेगी
बरसेगा छम-छम, आँखों से पानी
ये सारी दुनिया है आनी-जानी
तो, आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी …
प्यार में अक्सर प्रेमी पहले झगड़ा करते हैं
मगर फिर आहें भरते हैं, इक दूजे पे मरते हैं
तेरी मेरी भी यही कहानी
ये सारी दुनिया है आनी-जानी
तो, आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी …
मार न ऐसे ठोकर तेरा पैर फिसल जाये
है कितनी नाज़ुक तू हाय्!, संभल ओये, मोच ना आ जाये
गुस्सा बुरा है, समझी दीवानी
ये सारी दुनिया है आनी-जानी
तो, आ मेरी छल्लो ले जा छल्ला निशानी
आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी
मेरी मुहब्बत तेरी जवानी
चार दिनों की है ज़िन्दगानी
तो, आ मेरी रानी ले जा छल्ला निशानी …
merī muhabbat terī javānī
chār dinoṅ kī hai zindgānī
to, ā merī rānī le jā chhallā niśhānī
maiṅ hūṇ dīvānā tū hai dīvānī
ye sārī duniyā hai ānī-jānī
to, ā merī rānī le jā chhallā niśhānī …
āj nahīṅ to kal tū mere pyār ko mānegī
agar merī tū jānegī ho prītam ko pahchānegī
barsegā chham-chham, āṇkhoṅ se pānī
ye sārī duniyā hai ānī-jānī
to, ā merī rānī le jā chhallā niśhānī …
pyār meṅ aksar premī pahle jhagaṛā karte haiṅ
magar phir āheṅ bharte haiṅ, ik dūje pe marte haiṅ
terī merī bhī yahī kahānī
ye sārī duniyā hai ānī-jānī
to, ā merī rānī le jā chhallā niśhānī …
mār na aise ṭhokar terā pair phisal jāye
hai kitnī nāzuk tū hāy!, saṅbhal oye, moch nā ā jāye
gussā burā hai, samjhī dīvānī
ye sārī duniyā hai ānī-jānī
to, ā merī chhallo le jā chhallā niśhānī
ā merī rānī le jā chhallā niśhānī
merī muhabbat terī javānī
chār dinoṅ kī hai zindgānī
to, ā merī rānī le jā chhallā niśhānī …