Meree mohabbat paak mohabbat

मेरी मोहब्बत पाक मोहब्बत्
Work
Year
Language

मेरी मोहब्बत पाक मोहब्बत और जहाँ की ख़ाक़ मोहब्बत
कहीं तुम्हें प्यार न हो जाए -2
ओ बच-बच के चलना हुज़ूर
मेरी मोहब्बत …

पूरब-पश्चिम उत्तर-दक्षिन मेरे प्यार की सीमा
मेरा प्यार है इतना ऊँचा जैसे राम-रहीमा -2
मेरी मोहब्बत …

तुमको पाकर स्वर्ग से सुन्दर मंज़िल मैने पा ली
तेरे प्यार में मर जाने की क़सम है मैने खा ली -2
मेरी मोहब्बत …

merī mohabbat pāk mohabbat aur jahāṇ kī khāq mohabbat
kahīṅ tumheṅ pyār na ho jāe -2
o bach-bach ke chalnā huzūr
merī mohabbat …

pūrab-paśhchim uttar-dakṣhin mere pyār kī sīmā
merā pyār hai itnā ūṇchā jaise rām-rahīmā -2
merī mohabbat …

tumko pākar svarg se sundar maṅzil maine pā lī
tere pyār meṅ mar jāne kī qasam hai maine khā lī -2
merī mohabbat …