मेरी लाज राखो गिरधारी
मैं लाख जतन कर हारी रे
मेरी लाज राखो …
बहुत सहा अब सहा न जाए
और किसी से कहा न जाए
चरणों में दो अश्रु चढ़ाने
आई शरण तिहारी
मेरी लाज राखो …
सूनी कोख कलंक बन गई
मधुर दृष्टि क्यों डंक बन गई
क्यों माँ का मन दिया मुझे
दी आँचल में चिंगारी
मेरी लाज राखो …
चिरंजीव हो नन्हा कन्हैया
रहे शीश पर सुख की छैंया
मैं न रहूँ पर रहे खेलता
घर आँगन बनवारी
मेरी लाज राखो …
merī lāj rākho girdhārī
maiṅ lākh jatan kar hārī re
merī lāj rākho …
bahut sahā ab sahā na jāe
aur kisī se kahā na jāe
charṇoṅ meṅ do aśhru chaṛhāne
āī śharaṇ tihārī
merī lāj rākho …
sūnī kokh kalaṅk ban gaī
madhur dṛṣhṭi kyoṅ ḍaṅk ban gaī
kyoṅ māṇ kā man diyā mujhe
dī āṇchal meṅ chiṅgārī
merī lāj rākho …
chiraṅjīv ho nanhā kanhaiyā
rahe śhīśh par sukh kī chhaiṅyā
maiṅ na rahūṇ par rahe kheltā
ghar āṇgan banvārī
merī lāj rākho …