Meree duniyaa lut rahee thee aur main khaamosh thaa

मेरी दुनिया लुट रही थी और मैं खामोश था
Year
Language

मेरी दुनिया लुट रही थी और मैं खामोश था
टुकड़े टुकड़े दिल के चुनता किस को इतना होश था

आँख में आँसू न थे और जल रहा था दिल जिगर
रो रही थी हसरतें चुप-चाप था मैं बेखबर
कैसे आता होश में जो पहले ही बेहोश था
टुकड़े टुकड़े दिल के चुनता …

करवाँ दिल का लुटा बैठा हूँ मंज़िल के क़रीब
मैं ने खुद कश्ती डुबो दी जाके साहिल के क़रीब
ये ज़मीं चुप-चाप थी और आसमाँ खामोश था
टुकड़े टुकड़े दिल के चुनता …

merī duniyā luṭ rahī thī aur maiṅ khāmośh thā
ṭukaṛe ṭukaṛe dil ke chuntā kis ko itnā hośh thā

āṇkh meṅ āṇsū na the aur jal rahā thā dil jigar
ro rahī thī hasarteṅ chup-chāp thā maiṅ bekhabar
kaise ātā hośh meṅ jo pahle hī behośh thā
ṭukaṛe ṭukaṛe dil ke chuntā …

karvāṇ dil kā luṭā baiṭhā hūṇ maṅzil ke qarīb
maiṅ ne khud kaśhtī ḍubo dī jāke sāhil ke qarīb
ye zamīṅ chup-chāp thī aur āsmāṇ khāmośh thā
ṭukaṛe ṭukaṛe dil ke chuntā …