मेरी आँखों से कोई निंद लिए जाता है
मेरी आँखों से कोई नींद लिये जाता है
दूर से प्यार का पैगाम दिये जाता है
रातभर जागेंगे हम, तुम से छुपछुप के सनम
आँख झपकें ना कभी, चाँद तारों की कसम
दिल मेरा आज ये इकरार किये जाता है
बात जो उन से चली, वो इधर आ के रुकी
नाम जब उनका लिया, एक खुशबू सी उड़ी
एक तसव्वुर है जो मदहोश किये जाता है
merī āṇkhoṅ se koī nīṅd liye jātā hai
dūr se pyār kā paigām diye jātā hai
rātabhar jāgeṅge ham, tum se chhupchhup ke sanam
āṇkh jhapkeṅ nā kabhī, chāṇd tāroṅ kī kasam
dil merā āj ye ikrār kiye jātā hai
bāt jo un se chalī, vo idhar ā ke rukī
nām jab unkā liyā, ek khuśhbū sī uṛī
ek tasavvur hai jo madhośh kiye jātā hai