मेरी आँखों में तेरा नूर ... जोगिया जोगिया
तुम भी कुछ कहो ना
मैं क्या कहूं मेरी आँखों में तो सपना ही सपना है
और मेरी आँखों में
मेरी आँखों में तेरा नूर
मैं तेरे इश्क़ में हो गई चूर
जोगिया जोगिया जोगिया
जोगिया जोगिया जोगिया
सोणी सोणी तू है कितनी सोणी
मेरी अँखियों में तेरा नूर नूर
मेरी अँखियों में तेरा नूर
मैं तेरे इश्क़ में हो गया चूर
जोगिया जोगिया जोगिया …
इस चाहत में पागल हो जाने का डर है
पास हूँ तेरे फिर भी खो जाने का डर है
तेरे बिन कहीं रहना अब तो मुझको नहीं मंज़ूर
जोगिया जोगिया जोगिया …
दीवानों की बातें समझें बस दीवाने
इसमें दर्द है कैसा जो प्यार करे वो जाने
राम कसम इक पल भी अब मैं रह नहीं सकता दूर
जोगिया जोगिया जोगिया …
मेरी अँखियों में तेरा नूर
जोगन मेरी अँखियों में तेरा नूर्
tum bhī kuchh kaho nā
maiṅ kyā kahūṅ merī āṇkhoṅ meṅ to sapnā hī sapnā hai
aur merī āṇkhoṅ meṅ
merī āṇkhoṅ meṅ terā nūr
maiṅ tere iśhq meṅ ho gaī chūr
jogiyā jogiyā jogiyā
jogiyā jogiyā jogiyā
soṇī soṇī tū hai kitnī soṇī
merī aṇkhiyoṅ meṅ terā nūr nūr
merī aṇkhiyoṅ meṅ terā nūr
maiṅ tere iśhq meṅ ho gayā chūr
jogiyā jogiyā jogiyā …
is chāhat meṅ pāgal ho jāne kā ḍar hai
pās hūṇ tere phir bhī kho jāne kā ḍar hai
tere bin kahīṅ rahnā ab to mujhko nahīṅ maṅzūr
jogiyā jogiyā jogiyā …
dīvānoṅ kī bāteṅ samjheṅ bas dīvāne
ismeṅ dard hai kaisā jo pyār kare vo jāne
rām kasam ik pal bhī ab maiṅ rah nahīṅ saktā dūr
jogiyā jogiyā jogiyā …
merī aṇkhiyoṅ meṅ terā nūr
jogan merī aṇkhiyoṅ meṅ terā nūr