Meree aankhon ke taare dil ke sahaare

मेरी आँखों के तारे दिल के सहारे
Work
Year
Language

मेरी आँखों के तारे मेरे दिल के सहारे
मैं तेरे सदक़े मैं तेरे सदक़े

नैन में मेरे तेरी न दहरी
मन है तेरा बिचौना
खेल रही मेरी आशा तुझसे
तू है मेरा खिलौना
अब साँझ सखारे दिल ये पुकारे
मैं तेरे सदक़े मैं तेरे सदक़े

रात का चन्दा दिन का सूरज
होऽ तेरी ज्योत से जागे
जीवन की बगिया में
तुझको मेरी उमर भी लागे
सदा सुन्दर प्यारे दिन तू गुज़ारे
मैं तेरे सदक़े मैं तेरे सदक़े

merī āṇkhoṅ ke tāre mere dil ke sahāre
maiṅ tere sadaqe maiṅ tere sadaqe

nain meṅ mere terī na dahrī
man hai terā bichaunā
khel rahī merī āśhā tujhse
tū hai merā khilaunā
ab sāṇjh sakhāre dil ye pukāre
maiṅ tere sadaqe maiṅ tere sadaqe

rāt kā chandā din kā sūraj
ho' terī jyot se jāge
jīvan kī bagiyā meṅ
tujhko merī umar bhī lāge
sadā sundar pyāre din tū guzāre
maiṅ tere sadaqe maiṅ tere sadaqe