मेरे यारों खत आया है ... यार मैं ईन्दिअ चला
मेरे यारों खत आया है
घर जल्दी मुझे बुलाया है
पीपल की ठंडी छाँव में
इक लड़की मेरे गांव में
करती है मेरा इंतज़ार
यार मैं India चला
खत में लिखा है आजा कुछ काम पड़ गया है
लेकिन नहीं लिखा जो वो मैने पढ़ लिया है
O God! He is crazy. ओ छड्ड यार तू अग्गे बोल
लोगों से खबर ये सुन ली है
मेरी माँ ने लड़की चुन ली है
Oh no.
लड़की ने भी हाँ कर दी है
मत पूछो मेरी क्या मर्ज़ी है
मैं कबसे हूँ तैयार
यार मैं India चला …
काजल लगा रही है बिंदिया लगा रही है
है कितनी दूर लेकिन निंदिया चुरा रही है
रांझे की हीर के जैसी है
गुपचुप तस्वीर के जैसी है
ना मैने उसको देखा है
ना उसने मुझको देखा है
बिन देखे हो गया प्यार
यार मैं India चला …
ओ देस को जाने वाले तू एक काम करना
परदेसियों का जा कर सबको सलाम करना
आ आ
ये गीत जो तूने गाया है
कुछ याद हमें भी आया है
दिल चाहे हम भी घर जाएं
परदेस में ही ना मर जाएं
जीवन का क्या एतबार
यार तू India चला
यार मैं India चला …
mere yāroṅ khat āyā hai
ghar jaldī mujhe bulāyā hai
pīpal kī ṭhaṅḍī chhāṇv meṅ
ik laṛkī mere gāṅv meṅ
kartī hai merā iṅtazār
yār maiṅ India chalā
khat meṅ likhā hai ājā kuchh kām paṛ gayā hai
lekin nahīṅ likhā jo vo maine paṛh liyā hai
O God! He is crazy. o chhaḍḍ yār tū agge bol
logoṅ se khabar ye sun lī hai
merī māṇ ne laṛkī chun lī hai
Oh no.
laṛkī ne bhī hāṇ kar dī hai
mat pūchho merī kyā marzī hai
maiṅ kabse hūṇ taiyār
yār maiṅ India chalā …
kājal lagā rahī hai biṅdiyā lagā rahī hai
hai kitnī dūr lekin niṅdiyā churā rahī hai
rāṅjhe kī hīr ke jaisī hai
gupchup tasvīr ke jaisī hai
nā maine usko dekhā hai
nā usne mujhko dekhā hai
bin dekhe ho gayā pyār
yār maiṅ India chalā …
o des ko jāne vāle tū ek kām karnā
pardesiyoṅ kā jā kar sabko salām karnā
ā ā
ye gīt jo tūne gāyā hai
kuchh yād hameṅ bhī āyā hai
dil chāhe ham bhī ghar jāeṅ
pardes meṅ hī nā mar jāeṅ
jīvan kā kyā etbār
yār tū India chalā
yār maiṅ India chalā …