मेरे टूटे हुए दिल से कोई तो आज ये पूछे
मेरे टूटे हुए दिल से कोई तो आज ये पूछे
के तेरा हाल क्या है के तेरा हाल क्या है
मेरे टूटे…
किस्मत तेरी रीत निराली, ओ छलिये को छलने वाली
फूल खिला तो टूटी डाली
जिसे उलफ़त समझ बैठा, मेरी नज़रों का धोखा था
किसी की क्या खता है
मेरे टूटे…
माँगी मुहब्बत पाई जुदाई, दुनिया मुझको रास न आई
पहले कदम पर ठोकर खाई
सदा आज़ाद रहते थे हमें मालूम ही क्या था
मुहब्बत क्या बला है
मेरे टूटे…
mere ṭūṭe hue dil se koī to āj ye pūchhe
ke terā hāl kyā hai ke terā hāl kyā hai
mere ṭūṭe…
kismat terī rīt nirālī, o chhaliye ko chhalne vālī
phūl khilā to ṭūṭī ḍālī
jise ulafat samajh baiṭhā, merī nazroṅ kā dhokhā thā
kisī kī kyā khatā hai
mere ṭūṭe…
māṇgī muhabbat pāī judāī, duniyā mujhko rās na āī
pahle kadam par ṭhokar khāī
sadā āzād rahte the hameṅ mālūm hī kyā thā
muhabbat kyā balā hai
mere ṭūṭe…