Mere sapnon kee raanee, kab aaegee too?

मेरे सपनों की रानी, कब आएगी तू?
Work
Year
Language

मेरे सपनों की रानी, कब आयेगी तू?
आयी रुत मस्तानी, कब आयेगी तू?
बीती जाए जिंदगानी, कब आयेगी तू?
चली आ, तू चली आ

प्यार की गलियाँ, बागों की कलियाँ
सब रंग रलियाँ, पूछ रही हैं
गीत पनघट पे किस दिन गायेगी तू?

फूल सी खिल के, पास आ दिल के
दूर से मिल के चैन ना आये
और कब तक मुझे तड़पायेगी तू?

क्या है भरोसा आशिक दिल का
और किसी पे ये आ जाए
आ गया तो बहोत पछताएगी तू

mere sapnoṅ kī rānī, kab āyegī tū?
āyī rut mastānī, kab āyegī tū?
bītī jāe jiṅdgānī, kab āyegī tū?
chalī ā, tū chalī ā

pyār kī galiyāṇ, bāgoṅ kī kaliyāṇ
sab raṅg raliyāṇ, pūchh rahī haiṅ
gīt panghaṭ pe kis din gāyegī tū?

phūl sī khil ke, pās ā dil ke
dūr se mil ke chain nā āye
aur kab tak mujhe taṛpāyegī tū?

kyā hai bharosā āśhik dil kā
aur kisī pe ye ā jāe
ā gayā to bahot pachhtāegī tū