Mere saajan hain us paar, main man maar, hoon us paar

मेरे साजन हैं उस पार, मैं मन मार, हूँ उस पार्
Work
Year
Language

ओ रे माझी ओ रे माझी ओ ओ मेरे माझी
मेरे साजन हैं उस पार, मैं मन मार, हूँ इस पार
ओ मेरे माझी, अबकी बार, ले चल पार, ले चल पार
मेरे साजन हैं उस पार्…

हो मन की किताब से तू, मेरा नाम ही मिटा देना
गुन तो न था कोई भी, अवगुन मेरे भुला देना
मुझको तेरी बिदा का…
मुझको तेरी बिदा का मर के भी रहता इंतज़ार
मेरे साजन्…

मत खेल जल जाएगी, कहती है आग मेरे मन की
मत खेल्…
मत खेल जल जाएगी, कहती है आग मेरे मन की
मैं बंदिनी पिया की चिर संगिनी हूँ साजन की
मेरा खींचती है आँचल्…
मेरा खींचती है आँचल मन मीत तेरी हर पुकार
मेरे साजन हैं उस पार
ओ रे माझी ओ रे माझी ओ ओ मेरे माझी
मेरे साजन हैं उस पार्…

o re mājhī o re mājhī o o mere mājhī
mere sājan haiṅ us pār, maiṅ man mār, hūṇ is pār
o mere mājhī, abkī bār, le chal pār, le chal pār
mere sājan haiṅ us pār…

ho man kī kitāb se tū, merā nām hī miṭā denā
gun to na thā koī bhī, avgun mere bhulā denā
mujhko terī bidā kā…
mujhko terī bidā kā mar ke bhī rahtā iṅtazār
mere sājan…

mat khel jal jāegī, kahtī hai āg mere man kī
mat khel…
mat khel jal jāegī, kahtī hai āg mere man kī
maiṅ baṅdinī piyā kī chir saṅginī hūṇ sājan kī
merā khīṅchtī hai āṇchal…
merā khīṅchtī hai āṇchal man mīt terī har pukār
mere sājan haiṅ us pār
o re mājhī o re mājhī o o mere mājhī
mere sājan haiṅ us pār…