Mere rang men rangne vaalee

मेरे रंग में रंगने वाली
Year
Language

मेरे रंग में रंगने वाली
परी हो या हो परियों की रानी
या हो मेरी प्रेम कहानी
मेरे सवालों का जवाब दो, दो न

बोलो न क्‌यों ये चाँद सितारे
तकते हैं यूँ मुखड़े को तुम्हारे
छूके बदन को हवा क्‌यों महकी
रात भी है क्‌यों बहकी बहकी
मेरे सवालों का जवाब दो …

क्‌यों हो तुम शरमाई हुई सी
लगती हो कुछ घबराई हुई सी
ढलका हुआ सा आँचल क्‌यों है
ये मेरे दिल में हलचल क्‌यों है
मेरे सवालों का जवाब दो …

दोनो तरफ़ बेनाम सी उलझन
जैसे मिले हो दुल्हा-दुल्हन
दोनो की ऐसी हालत क्‌यों है
आखिर इतनी मुहब्बत क्‌यों है
मेरे सवालों का, जवाब दो …

mere raṅg meṅ raṅgne vālī
parī ho yā ho pariyoṅ kī rānī
yā ho merī prem kahānī
mere savāloṅ kā javāb do, do na

bolo na k‌yoṅ ye chāṇd sitāre
takte haiṅ yūṇ mukhaṛe ko tumhāre
chhūke badan ko havā k‌yoṅ mahkī
rāt bhī hai k‌yoṅ bahkī bahkī
mere savāloṅ kā javāb do …

k‌yoṅ ho tum śharmāī huī sī
lagtī ho kuchh ghabrāī huī sī
ḍhalkā huā sā āṇchal k‌yoṅ hai
ye mere dil meṅ halchal k‌yoṅ hai
mere savāloṅ kā javāb do …

dono taraf benām sī uljhan
jaise mile ho dulhā-dulhan
dono kī aisī hālat k‌yoṅ hai
ākhir itnī muhabbat k‌yoṅ hai
mere savāloṅ kā, javāb do …