Mere pyaar kee umar ho itnee sanam

मेरे प्यार की उमर हो इतनी सनम्
Work
Year
Language

ल: मेरे प्यार की उमर हो इतनी सनम
तेरे नाम से शुरू, तेरे नाम पे खतम
तेरी खुशी से है, खुशी, तेरे ग़म से है ग़म,
तेरे नाम …

मेरे सपने गुलाबी नींदें हो गई जवाँ - 2
लो आके तेरी बाहों में, हो, लो आके तेरी बाहों में
मैं खो गई कहाँ
वि: हाज़िर है जान, जान-ए-मन, जान की क़सम,
तेरे नाम …

बिना तेरे इक पल भी मुझे रहा नहीं जाए - 2
ये दूर दूर रहना …
अब सहा नहीं जाए
ल: तेरी प्यार भरी बाहों में ही निकलेगा दम,
तेरे नाम …

la: mere pyār kī umar ho itnī sanam
tere nām se śhurū, tere nām pe khatam
terī khuśhī se hai, khuśhī, tere ġham se hai ġham,
tere nām …

mere sapne gulābī nīṅdeṅ ho gaī javāṇ - 2
lo āke terī bāhoṅ meṅ, ho, lo āke terī bāhoṅ meṅ
maiṅ kho gaī kahāṇ
vi: hāzir hai jān, jān-e-man, jān kī qasam,
tere nām …

binā tere ik pal bhī mujhe rahā nahīṅ jāe - 2
ye dūr dūr rahnā …
ab sahā nahīṅ jāe
la: terī pyār bharī bāhoṅ meṅ hī niklegā dam,
tere nām …