Mere piyaa gaye rangoon

मेरे पिया गये रंगून्
Work
Year
Language

Man (not necessarily Chitalkar's voice, could be actor) talking:
Hello,हिन्दुस्तान का देहरादून?
Hello,मैं रंगून से बोल रहा हूँ
मैं अपनी बीवी रेनुका देवी से बात करना चाहता हूँ
हां हां

श: मेरे पिया; हो मेरे पिया गये रंगून
किया है वहाँ से टेलीफ़ून
(तुम्हारी याद सताती है - 2) जिया में आग लगाती है
मेरे पिया गये रंगून किया है वहाँ से टेलीफ़ून
(तुम्हारी याद सताती है)- 2 जिया में आग लगाती है

cइ: (हम छोड़ के हिन्दुस्तान (बहुत पछताये - 2) - 2
हुई भूल जो तुमको साथ ना लेकर आये - 2
हम बर्मा की गलियों मैं और तुम हो देहरादून
(तुम्हारी याद सताती है - 2) जिया में आग लगाती है

श: (मेरी भूख प्यास भी खो गये (गम के मारे- 2) - 2
मैं अधमुई सी हो गई ग़म के मारे - 2
तुम बिन, साजन, जनवरी फ़रवरी बन गये मे और जून
(तुम्हारी याद सताती है - 2) जिया में आग लगाती है

च: (अजी तुमसे बिछड़के हो गये (हम सन्यासी - 2) - 2
खा लेते हैं जो मिल जाये रूखी सूखी बासी - 2
अजी लूंगी बाँध, के करें गुज़ारा भूल गये पतलून
(तुम्हारी याद सताती है - 2) जिया में आग लगाती है

Man (not necessarily Chitalkar's voice, could be actor) talking:
Hello,hindustān kā dehrādūn?
Hello,maiṅ raṅgūn se bol rahā hūṇ
maiṅ apnī bīvī renukā devī se bāt karnā chāhtā hūṇ
hāṅ hāṅ

śha: mere piyā; ho mere piyā gaye raṅgūn
kiyā hai vahāṇ se ṭelīfūn
(tumhārī yād satātī hai - 2) jiyā meṅ āg lagātī hai
mere piyā gaye raṅgūn kiyā hai vahāṇ se ṭelīfūn
(tumhārī yād satātī hai)- 2 jiyā meṅ āg lagātī hai

ci: (ham chhoṛ ke hindustān (bahut pachhtāye - 2) - 2
huī bhūl jo tumko sāth nā lekar āye - 2
ham barmā kī galiyoṅ maiṅ aur tum ho dehrādūn
(tumhārī yād satātī hai - 2) jiyā meṅ āg lagātī hai

śha: (merī bhūkh pyās bhī kho gaye (gam ke māre- 2) - 2
maiṅ adhmuī sī ho gaī ġham ke māre - 2
tum bin, sājan, janavrī faravrī ban gaye me aur jūn
(tumhārī yād satātī hai - 2) jiyā meṅ āg lagātī hai

cha: (ajī tumse bichhaṛke ho gaye (ham sanyāsī - 2) - 2
khā lete haiṅ jo mil jāye rūkhī sūkhī bāsī - 2
ajī lūṅgī bāṇdh, ke kareṅ guzārā bhūl gaye patlūn
(tumhārī yād satātī hai - 2) jiyā meṅ āg lagātī hai