Mere phoolon men chhipee hai javaanee

मेरे फूलों में छिपी है जवानी
Year
Language

दरद दी र दरद दी र रर दीरी दीरी दर रर री र आह
(मेरे फूलों में छिपी है जवानी)-3
(मेरे हारों में मेरे गजरों में)-2
कोई ले लो जी मेरी निशानी
जवानी
मेरे फूलों में…

(ये चमकते हैं जैसे सितारे
ये दमकते हैं जैसे शरारे)-2
(रंग इनका गुलाबी शहानी)-2
जवानी
मेरे फूलों में…

(इन में चम्पा है और है चमेली)-2
(इन में है मोतिया है मोतिया और जूही)-2
(आज है ऐसी दौलत लुतानी)-2
जवानी
मेरे फूलों में…

darad dī ra darad dī ra rar dīrī dīrī dar rar rī ra āh
(mere phūloṅ meṅ chhipī hai javānī)-3
(mere hāroṅ meṅ mere gajroṅ meṅ)-2
koī le lo jī merī niśhānī
javānī
mere phūloṅ meṅ…

(ye chamakte haiṅ jaise sitāre
ye damakte haiṅ jaise śharāre)-2
(raṅg inkā gulābī śhahānī)-2
javānī
mere phūloṅ meṅ…

(in meṅ champā hai aur hai chamelī)-2
(in meṅ hai motiyā hai motiyā aur jūhī)-2
(āj hai aisī daulat lutānī)-2
javānī
mere phūloṅ meṅ…