मेरे नैना सावन भादो, फिर भी मेरा मन प्यासा
मेरे नैना सावन भादो फिर भी मेरा मन प्यासा
बात पुरानी है, एक कहानी है
अब सोचूं तुम्हे याद नहीं है, अब सोचूं नहीं भूलें
वो सावन के झूलें
रुत आये रुत जाये दे के झूठा एक दिलासा
बरसों बीत गये, हम को मिले बिछड़े
बिजुरी बन के गगन पे चमकी बीते समय की रेखा
मैंने तुमको देखा
तड़प तड़प के इस बिरहन को आया चैन जरासा
घुगंरू की छमछम, बन गयी दिल का गम
डूब गया दिल यादों में उभरी बेरंग लकीरें
देखो ये तस्वीरें
सुने महल में नाच रही है अब तक एक रक्कासा
mere nainā sāvan bhādo phir bhī merā man pyāsā
bāt purānī hai, ek kahānī hai
ab sochūṅ tumhe yād nahīṅ hai, ab sochūṅ nahīṅ bhūleṅ
vo sāvan ke jhūleṅ
rut āye rut jāye de ke jhūṭhā ek dilāsā
barsoṅ bīt gaye, ham ko mile bichhaṛe
bijurī ban ke gagan pe chamkī bīte samay kī rekhā
maiṅne tumko dekhā
taṛap taṛap ke is birahan ko āyā chain jarāsā
ghugaṅrū kī chhamchham, ban gayī dil kā gam
ḍūb gayā dil yādoṅ meṅ ubhrī beraṅg lakīreṅ
dekho ye tasvīreṅ
sune mahal meṅ nāch rahī hai ab tak ek rakkāsā