Mere man kee gangaa aur tere man kee jamunaa kaa

मेरे मन की गंगा और तेरे मन की जमुना का
Work
Year
Language

मेरे मन की गंगा और तेरे मन की जमुना का
बोल राधा बोल संगम होगा के नहीं

कितनी सदियाँ बीत गयी हैं, हाए तुझे समझाने में
मेरे जैसा धीरजवाला है कोई और जमाने में
दिल का बढ़ता ब़ोझ कभी कम होगा के नहीं

दो नदियों का मेल अगर इतना पावन कहलाता है
क्यो ना जहाँ दो दिल मिलते हैं, स्वर्ग वहाँ बस जाता है
हर मौसम है प्यार का मौसम होगा के नहीं

तेरी खातिर मैं तड़पा यूँ तरसे धरती सावन को
राधा राधा एक रटन है, साँस की आवन जावन को
पत्थर पिघले दिल तेरा नम होगा के नहीं

mere man kī gaṅgā aur tere man kī jamunā kā
bol rādhā bol saṅgam hogā ke nahīṅ

kitnī sadiyāṇ bīt gayī haiṅ, hāe tujhe samjhāne meṅ
mere jaisā dhīrajvālā hai koī aur jamāne meṅ
dil kā baṛhtā b़ojh kabhī kam hogā ke nahīṅ

do nadiyoṅ kā mel agar itnā pāvan kahlātā hai
kyo nā jahāṇ do dil milte haiṅ, svarg vahāṇ bas jātā hai
har mausam hai pyār kā mausam hogā ke nahīṅ

terī khātir maiṅ taṛpā yūṇ tarse dhartī sāvan ko
rādhā rādhā ek raṭan hai, sāṇs kī āvan jāvan ko
patthar pighle dil terā nam hogā ke nahīṅ