Mere man kee gangaa aur tere man kee jamunaa kaa

मेरे मन की गंगा और तेरे मन की जमुना का
Work
Year
Language

मेरे मन की गंगा और तेरे मन की जमुना का
बोल राधा बोल संगम होगा की नहीं
अरे बोल राधा बोल संगम होगा की नहीं
नहीं, कभी नहीं!

कितनी सदियाँ बीत गईं हैं
हाय तुझे समझाने में
मेरे जैसा धीरज वाला है कोई और ज़माने में
मन का बढ़ता बोझ कभी कम होगा की नहीं
बोल राधा बोल संगम होगा की नहीं
जा जा!

दो नदियों का मेल अगर इतना पावन कहलाता है
क्‌यों न जहाँ दो दिल मिलते हैं, स्वर्ग वहाँ बस जाता है
पत्थर पिघले दिले तेरा नम होगा की नहीं
बोल राधा बोल संगम होगा की नहीं
उँह

तेरी ख़ातिर मैं तरसा यूँ जैसे धरती सावन को
राधा राधा एक रटन है साँस की आवन जावन को
हर मौसम है प्यार का मौसम होगा की नहीं
बोल राधा बोल संगम होगा की नहीं
जाओ न क्‌यों सताते हो! होगा, होगा, होगा!

mere man kī gaṅgā aur tere man kī jamunā kā
bol rādhā bol saṅgam hogā kī nahīṅ
are bol rādhā bol saṅgam hogā kī nahīṅ
nahīṅ, kabhī nahīṅ!

kitnī sadiyāṇ bīt gaīṅ haiṅ
hāy tujhe samjhāne meṅ
mere jaisā dhīraj vālā hai koī aur zamāne meṅ
man kā baṛhtā bojh kabhī kam hogā kī nahīṅ
bol rādhā bol saṅgam hogā kī nahīṅ
jā jā!

do nadiyoṅ kā mel agar itnā pāvan kahlātā hai
k‌yoṅ na jahāṇ do dil milte haiṅ, svarg vahāṇ bas jātā hai
patthar pighle dile terā nam hogā kī nahīṅ
bol rādhā bol saṅgam hogā kī nahīṅ
uṇh

terī khātir maiṅ tarsā yūṇ jaise dhartī sāvan ko
rādhā rādhā ek raṭan hai sāṇs kī āvan jāvan ko
har mausam hai pyār kā mausam hogā kī nahīṅ
bol rādhā bol saṅgam hogā kī nahīṅ
jāo na k‌yoṅ satāte ho! hogā, hogā, hogā!