Mere mahboob, shaayad aaj kuchh, naaraaz hain mujhse

मेरे महबूब, शायद आज कुछ, नाराज़ हैं मुझसे
Year
Language

मेरे महबूब शायद आज कुछ नाराज़ हैं मुझसे
मैं कितने पास हूँ फिर भी (2)
वो कितने दूर हैं मुझसे
मेरे महबूब …

मुझे डर है की उनकी बेरुखी कहीं जान ना ले ले (2)
करुँ क्‌या ग़म जुदाई का सहा जाता नहीं मुझसे
मेरे महबूब …

वो महफ़िल में तो आए हैं मगर चुपचाप बैठे हैं (2)
जो आशिक़ थे मेरे कल तक न करते बात हैं मुझसे
मेरे महबूब …

कभी महसूस होता है खुशी के दिन भी आएंगे (2)
हवेली जगमगाएगी मेरे दिलवर के आने से
मेरे महबूब …

mere mahbūb śhāyad āj kuchh nārāz haiṅ mujhse
maiṅ kitne pās hūṇ phir bhī (2)
vo kitne dūr haiṅ mujhse
mere mahbūb …

mujhe ḍar hai kī unkī berukhī kahīṅ jān nā le le (2)
karuṇ k‌yā ġham judāī kā sahā jātā nahīṅ mujhse
mere mahbūb …

vo mahafil meṅ to āe haiṅ magar chupchāp baiṭhe haiṅ (2)
jo āśhiq the mere kal tak na karte bāt haiṅ mujhse
mere mahbūb …

kabhī mahsūs hotā hai khuśhī ke din bhī āeṅge (2)
havelī jagamgāegī mere dilavar ke āne se
mere mahbūb …