मेरे महबूब क़यामत होगी
आज रुसवा तेरी गलियों में मुहब्बत होगी
नाम निकलेगा तेरे ही लब से
जान जब इस दिल-ए-नादान से रुखसत होगी
मेरे महबूब …
तेरी गली मैं आता सनम
नग़मे वफ़ा के गाता सनम
तुझ से सुना ना जाता सनम
अब आ पहुंचा आया हूँ मगर
ये कह कर मैं दीवाना
ख़त्म अब आज ये वहशत होगी
आज रुसवा …
मेरे सनम के दर से अगर
बद-ए-सबा हो तेरा गुज़र
कहना सितमगर कुछ है खबर
तेरा नाम लिया
जब तक भी जिया
ऐ शम्मा तेरा परवाना
जिससे अब तक तुझे नफ़रत होगी
आज रुसवा …
मेरे महबूब …
mere mahbūb qayāmat hogī
āj rusvā terī galiyoṅ meṅ muhabbat hogī
nām niklegā tere hī lab se
jān jab is dil-e-nādān se rukhasat hogī
mere mahbūb …
terī galī maiṅ ātā sanam
naġhme vafā ke gātā sanam
tujh se sunā nā jātā sanam
ab ā pahuṅchā āyā hūṇ magar
ye kah kar maiṅ dīvānā
khatm ab āj ye vahśhat hogī
āj rusvā …
mere sanam ke dar se agar
bad-e-sabā ho terā guzar
kahnā sitamgar kuchh hai khabar
terā nām liyā
jab tak bhī jiyā
ai śhammā terā parvānā
jisse ab tak tujhe nafrat hogī
āj rusvā …
mere mahbūb …