मेरे ख्यालों की मल्लिका
चारों तरफ़ तेरी छैंया रे
थाम ले आके बैंया
चारों तरफ़ तेरी छैंया रे छैंया
आई फूलों के रस में नहाके
लाई भीनी सी ख़ुश्बू चुराके
तेरी आँखों में है हल्का सा नशा
तेरा रूप मेरी नज़रों में बसा
मेरे ख्यालों की …
जादू छाया है तेरा जादू
क़ाबू दिल पे नहीं है क़ाबू
सपनों की परी इतना तो बता
रहती है कहाँ तेरा नाम है क्या
मेरे ख्यालों की …
mere khyāloṅ kī mallikā
chāroṅ taraf terī chhaiṅyā re
thām le āke baiṅyā
chāroṅ taraf terī chhaiṅyā re chhaiṅyā
āī phūloṅ ke ras meṅ nahāke
lāī bhīnī sī khuśhbū churāke
terī āṇkhoṅ meṅ hai halkā sā naśhā
terā rūp merī nazroṅ meṅ basā
mere khyāloṅ kī …
jādū chhāyā hai terā jādū
qābū dil pe nahīṅ hai qābū
sapnoṅ kī parī itnā to batā
rahtī hai kahāṇ terā nām hai kyā
mere khyāloṅ kī …