मेरे ख्याल मेरे ही दिल मेरी नज़र में रहो
मेरे ख्याल मेरे ही दिल मेरी नज़र में रहो
ये सब तुम्हारे ही घर हैं किसी भी घर में रहो
ये सब तुम्हारे …
कुछ इस तरह से मेरी रूह में समा जाओ
जिधर निगाह उठाऊं तुम ही तुम नज़र आओ
चिराग बन कर हमेशा मेरी नज़र में रहो
मेरे ख्याल मेरे ही दिल …
किसी ख़ुदा किसी दर से कभी कुछ नहीं मांगा
तुम्हारे बाद मुक़द्दर से कभी कुछ नहीं मांगा
कभी दुआ में रहो तुम कभी असर में रहो
हाँ मेरे ख्याल मेरे ही दिल …
mere khyāl mere hī dil merī nazar meṅ raho
ye sab tumhāre hī ghar haiṅ kisī bhī ghar meṅ raho
ye sab tumhāre …
kuchh is tarah se merī rūh meṅ samā jāo
jidhar nigāh uṭhāūṅ tum hī tum nazar āo
chirāg ban kar hameśhā merī nazar meṅ raho
mere khyāl mere hī dil …
kisī khudā kisī dar se kabhī kuchh nahīṅ māṅgā
tumhāre bād muqaddar se kabhī kuchh nahīṅ māṅgā
kabhī duā meṅ raho tum kabhī asar meṅ raho
hāṇ mere khyāl mere hī dil …