Mere khvaabon men too ... mere dil ne kiye tujhe

मेरे ख्वाबों में तू ... मेरे दिल ने किये तुझे
Year
Language

मेरे ख्वाबों में तू मेरी साँसों में तू
मेरी बाहों में तू दिल की राहों में तू
रात दिन सुबह-ओ-शाम ले के तेरा नाम
मेरे दिल ने किये तुझे लाखों सलाम

तू हो कोई फूल तो चुरा लूं हे हे
अपनी ज़ुल्फ़ों में लगा लूं
पलकों के नीचे छुपा लूं
तू हो कोई जाम तो उड़ा लूं हे हे
अपनी प्यास मैं बुझा लूं
आँचल के पीछे छुपा लूं
ना मैं फूल ना मैं जाम दीवाना मेरा नाम
मेरा नाम सारी दुनिया में है बदनाम
मेरे ख्वाबों में तू …

तुझको कोई गीत मैं बना लूं हां हां
अपने होंठों पे सजा लूं
जी चाहे जब गुनगुना लूं
तुझको मन की मीत मैं बना लूं हां हां
अपनी पलकों पे बिठा लूं
हाँ जी चाहे जब बुला लूं
हुस्न का मैं गुलाम आशिक़ है मेरा नाम
इश्क़ आसां नहीं बड़ा मुश्किल है काम
मेरे ख्वाबों में तू …

mere khvāboṅ meṅ tū merī sāṇsoṅ meṅ tū
merī bāhoṅ meṅ tū dil kī rāhoṅ meṅ tū
rāt din subah-o-śhām le ke terā nām
mere dil ne kiye tujhe lākhoṅ salām

tū ho koī phūl to churā lūṅ he he
apnī zulfoṅ meṅ lagā lūṅ
palkoṅ ke nīche chhupā lūṅ
tū ho koī jām to uṛā lūṅ he he
apnī pyās maiṅ bujhā lūṅ
āṇchal ke pīchhe chhupā lūṅ
nā maiṅ phūl nā maiṅ jām dīvānā merā nām
merā nām sārī duniyā meṅ hai badnām
mere khvāboṅ meṅ tū …

tujhko koī gīt maiṅ banā lūṅ hāṅ hāṅ
apne hoṅṭhoṅ pe sajā lūṅ
jī chāhe jab gungunā lūṅ
tujhko man kī mīt maiṅ banā lūṅ hāṅ hāṅ
apnī palkoṅ pe biṭhā lūṅ
hāṇ jī chāhe jab bulā lūṅ
husn kā maiṅ gulām āśhiq hai merā nām
iśhq āsāṅ nahīṅ baṛā muśhkil hai kām
mere khvāboṅ meṅ tū …