मेरे ख़्वाबों में जो आए, आके मुझे छेड़ जाए
मेरे ख़्वाबों में जो आए, आके मुझे छेड़ जाए -2
उस से कहूँ कभी सामने तो आए
मेरे ख़्वाबों में जो आए …
कैसा है कौन है वो जाने कहाँ है -2
जिसके लिए मेरे होंठों पे हाँ है
अपना है या बेगाना है वो
सच है या कोई अफ़साना है वो
देखे घूर-घूर के यूँही दूर-दूर से
उससे कहूँ मेरी नींद न चुराए
मेरे ख़्वाबों में जो आए …
जादू से जैसे कोई छलने लगा है -2
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है
तेरा दीवाना कहता है वो
चुप-चुप से फिर क्यों रहता है वो
कर बैठा भूल वो, ले आया फूल वो
उससे कहूँ जाए चाँद लेके आए
मेरे ख़्वाबों में जो आए …
mere khvāboṅ meṅ jo āe, āke mujhe chheṛ jāe -2
us se kahūṇ kabhī sāmne to āe
mere khvāboṅ meṅ jo āe …
kaisā hai kaun hai vo jāne kahāṇ hai -2
jiske lie mere hoṅṭhoṅ pe hāṇ hai
apnā hai yā begānā hai vo
sach hai yā koī afsānā hai vo
dekhe ghūr-ghūr ke yūṇhī dūr-dūr se
usse kahūṇ merī nīṅd na churāe
mere khvāboṅ meṅ jo āe …
jādū se jaise koī chhalne lagā hai -2
maiṅ kyā karūṇ dil machalne lagā hai
terā dīvānā kahtā hai vo
chup-chup se phir kyoṅ rahtā hai vo
kar baiṭhā bhūl vo, le āyā phūl vo
usse kahūṇ jāe chāṇd leke āe
mere khvāboṅ meṅ jo āe …