मेरे हमनशीं मेरे हमनवा मेरे पास आ मुझे थाम ले
मेरे हमनशीं मेरे हमनवाँ
मेरे पास आ मुझे थाम ले
मुझे थाम ले
मेरे हमनशीं मेरे हमनवाँ
तू चला है मुझसे बिछड़ के यूँ
ज्यूँ शिख़श्ता-साज़ से रागनी
ज्यूँ चली है जिस्म से दूर जाँ
ज्यूँ चली हो आँख से रोशनी
मुझे दे-दे बाँहों का आसरा
मेरे पास आ मुझे थाम ले
मुझे थाम ले
मेरे हमनशीं मेरे हमनवाँ
ये तेरा मिलन ये तेरा क़रम
है मुझे हयात से कम नहीं
तू है सामने तो मेरे सनम
मुझे मौत का भी अलम नहीं
ऐ बहार-ए-दिल ऐ सुक़ून-ए-जाँ
मेरे पास आ मुझे थाम ले
मुझे थाम ले
मेरे हमनशीं मेरे हमनवाँ -3
mere hamanśhīṅ mere hamanvāṇ
mere pās ā mujhe thām le
mujhe thām le
mere hamanśhīṅ mere hamanvāṇ
tū chalā hai mujhse bichhaṛ ke yūṇ
jyūṇ śhikhaśhtā-sāz se rāgnī
jyūṇ chalī hai jism se dūr jāṇ
jyūṇ chalī ho āṇkh se rośhnī
mujhe de-de bāṇhoṅ kā āsrā
mere pās ā mujhe thām le
mujhe thām le
mere hamanśhīṅ mere hamanvāṇ
ye terā milan ye terā qaram
hai mujhe hayāt se kam nahīṅ
tū hai sāmne to mere sanam
mujhe maut kā bhī alam nahīṅ
ai bahār-e-dil ai suqūn-e-jāṇ
mere pās ā mujhe thām le
mujhe thām le
mere hamanśhīṅ mere hamanvāṇ -3