Mere haathon men nau nau chooriyaan hain

मेरे हाथों में नौ नौ चूड़ियाँ हैं
Work
Year
Language

(मेरे हाथों में नौ-नौ चूड़ियाँ हैं
थोड़ ठहरो सजन मजबूरियाँ हैं) -2
मिलन होगा अभी इक रात की दूरिया है
मेरे हाथों में नौ-नौ चूड़ियाँ हैं

(लम्बी-लम्बी वो काली-काली रातों में
काहे चूड़ियाँ खनकती हैं हाथों में) -2
न आना तू निगोड़ी चूड़ियों की बातों में
मेरे हाथों में…

(ले जा वापस तू अपनी बारात मुंडेया
मैं नहीं जाना नहीं जाना तेरे साथ मुंडेया) -2
जगाएगा जगाएगा तू सारी रात मुंडेया
मेरे हाथों में…

(आते जाते गली में मेरा दिल धड़के
मेरे पीछे पड़े हैं आठ-दस लड़के) -2
वे ले जाएं किसी दिन ये सपेरे नागिन फड़के
मेरे हाथों में…

(मेरे घुटनों से लम्बी हाय मेरी चोटी है
मेरी आँख शतरंज की गोटी है) -2
मेरे बाबुल न फिर कहना अभी तू छोटी है
मेरे हाथों में…

(मेरे दर्ज़ी से आज मेरी जंग हो गई
कल चोली सिलाई आज तंग हो गई) -2
ओए शावा शावा
करे वो क्‌या तू लड़की थी पतंग हो गई
मेरे हाथों में…

मेरे सैंया किया ये बुरा काम तूने
कहीं का भी नहीं छोड़ा मुझे हाय राम तूने
मेरे सैंया
मेरे हाथों में नौ नौ चूड़ियाँ हैं

(mere hāthoṅ meṅ nau-nau chūṛiyāṇ haiṅ
thoṛ ṭhahro sajan majbūriyāṇ haiṅ) -2
milan hogā abhī ik rāt kī dūriyā hai
mere hāthoṅ meṅ nau-nau chūṛiyāṇ haiṅ

(lambī-lambī vo kālī-kālī rātoṅ meṅ
kāhe chūṛiyāṇ khanaktī haiṅ hāthoṅ meṅ) -2
na ānā tū nigoṛī chūṛiyoṅ kī bātoṅ meṅ
mere hāthoṅ meṅ…

(le jā vāpas tū apnī bārāt muṅḍeyā
maiṅ nahīṅ jānā nahīṅ jānā tere sāth muṅḍeyā) -2
jagāegā jagāegā tū sārī rāt muṅḍeyā
mere hāthoṅ meṅ…

(āte jāte galī meṅ merā dil dhaṛke
mere pīchhe paṛe haiṅ āṭh-das laṛke) -2
ve le jāeṅ kisī din ye sapere nāgin phaṛke
mere hāthoṅ meṅ…

(mere ghuṭnoṅ se lambī hāy merī choṭī hai
merī āṇkh śhataraṅj kī goṭī hai) -2
mere bābul na phir kahnā abhī tū chhoṭī hai
mere hāthoṅ meṅ…

(mere darzī se āj merī jaṅg ho gaī
kal cholī silāī āj taṅg ho gaī) -2
oe śhāvā śhāvā
kare vo k‌yā tū laṛkī thī pataṅg ho gaī
mere hāthoṅ meṅ…

mere saiṅyā kiyā ye burā kām tūne
kahīṅ kā bhī nahīṅ chhoṛā mujhe hāy rām tūne
mere saiṅyā
mere hāthoṅ meṅ nau nau chūṛiyāṇ haiṅ