मेरे घर आई एक नन्ही परी, एक नन्ही परी
मेरे घर आई एक नन्ही परी, एक नन्ही परी
चांदनी के हसीन रथ पे सवार
मेरे घर आई …
उसकी बातों में शहद जैसी मिठास
उसकी सासों में इतर की महकास
होंठ जैसे के भीगे-भीगे गुलाब
गाल जैसे के बहके-बहके अनार
मेरे घर आई …
उसके आने से मेरे आंगन में
खिल उठे फूल गुनगुनायी बहार
देख कर उसको जी नहीं भरता
चाहे देखूँ उसे हज़ारों बार (2)
मेरे घर आई …
मैने पूछा उसे के कौन है तू
हंसके बोली के मैं हूँ तेरा प्यार
मैं तेरे दिल में थी हमेशा से
घर में आई हूँ आज पहली बार
मेरे घर आई …
mere ghar āī ek nanhī parī, ek nanhī parī
chāṅdnī ke hasīn rath pe savār
mere ghar āī …
uskī bātoṅ meṅ śhahad jaisī miṭhās
uskī sāsoṅ meṅ itar kī mahkās
hoṅṭh jaise ke bhīge-bhīge gulāb
gāl jaise ke bahke-bahke anār
mere ghar āī …
uske āne se mere āṅgan meṅ
khil uṭhe phūl gungunāyī bahār
dekh kar usko jī nahīṅ bhartā
chāhe dekhūṇ use hazāroṅ bār (2)
mere ghar āī …
maine pūchhā use ke kaun hai tū
haṅske bolī ke maiṅ hūṇ terā pyār
maiṅ tere dil meṅ thī hameśhā se
ghar meṅ āī hūṇ āj pahlī bār
mere ghar āī …