मेरे दिल पे किसी ने ... ये क्या हुआ कैसे हुआ ये कब हुआ
मेरे दिल पे किसी ने पूछे बिना ही कुछ लिख दिया है
तुमने ये सच कहा है मुझको भी ऐसा कुछ लग रहा है
ये क्या हुआ कैसे हुआ ये कब हुआ
मेरे दिल पे किसी ने …
अन्जाने दो मुसाफ़िर हम जाने पहचाने से लग रहे हैं
पल भर में एक दूजे के कैसे दीवाने से लग रहे हैं
हम तुम ना मिलते तो ये कितना अच्छा होगा
मिल तो गए अब सोचो हम कैसे होंगे जुदा
ये क्या हुआ कैसे हुआ …
अब आगे है कहाँ जाना अपनी मंज़िल हमें मिल गई है
तन्हा थे हम अकेले थे अब तो महफ़िल हमें मिल गई है
दिल चाहें छुप जाएँ चुपके से प्यार की बाहों में
अब जीना अब मरना यार की बाहों में
ये क्या हुआ कैसे हुआ …
mere dil pe kisī ne pūchhe binā hī kuchh likh diyā hai
tumne ye sach kahā hai mujhko bhī aisā kuchh lag rahā hai
ye kyā huā kaise huā ye kab huā
mere dil pe kisī ne …
anjāne do musāfir ham jāne pahchāne se lag rahe haiṅ
pal bhar meṅ ek dūje ke kaise dīvāne se lag rahe haiṅ
ham tum nā milte to ye kitnā achchhā hogā
mil to gae ab socho ham kaise hoṅge judā
ye kyā huā kaise huā …
ab āge hai kahāṇ jānā apnī maṅzil hameṅ mil gaī hai
tanhā the ham akele the ab to mahafil hameṅ mil gaī hai
dil chāheṅ chhup jāeṇ chupke se pyār kī bāhoṅ meṅ
ab jīnā ab marnā yār kī bāhoṅ meṅ
ye kyā huā kaise huā …