मेरे दिल में आवो और बस जावो
( मेरे दिल में आवो और बस जावो
आ के फिर ना जाना ) -2
मुझे न सताना गुइया
मुझे न रुलाना
कर के कुछ बहाना
मेरे दिल में आवो और बस जावो
आ के फिर ना जाना
( ओ ओ
बादल घिर-घिर आये क्यूँ
कोयल गीत सुनाये क्यूँ ) -2
कली भी खिल-खिल जाये क्यूँ -2
बुलबुल ऐसे गाये क्यूँ
गाये क्यूँ
( मेरे दिल में आवो और बस जावो
आ के फिर ना जाना ) -2
( ओ ओ
पंछी खेलें आँख-मिचोली
बातें कर के भोली-भोली ) -2
अपनी बना कर टोली-टोली -2
बोलत हैं सब प्यार की बोली
प्यार की बोली
( मेरे दिल में आवो और बस जावो
आ के फिर ना जाना ) -2
मुझे न सताना गुइया
मुझे न रुलाना
कर के कुछ बहाना
मेरे दिल में आवो और बस जावो
आ के फिर ना जाना
( mere dil meṅ āvo aur bas jāvo
ā ke phir nā jānā ) -2
mujhe na satānā guiyā
mujhe na rulānā
kar ke kuchh bahānā
mere dil meṅ āvo aur bas jāvo
ā ke phir nā jānā
( o o
bādal ghir-ghir āye kyūṇ
koyal gīt sunāye kyūṇ ) -2
kalī bhī khil-khil jāye kyūṇ -2
bulbul aise gāye kyūṇ
gāye kyūṇ
( mere dil meṅ āvo aur bas jāvo
ā ke phir nā jānā ) -2
( o o
paṅchhī kheleṅ āṇkh-micholī
bāteṅ kar ke bholī-bholī ) -2
apnī banā kar ṭolī-ṭolī -2
bolat haiṅ sab pyār kī bolī
pyār kī bolī
( mere dil meṅ āvo aur bas jāvo
ā ke phir nā jānā ) -2
mujhe na satānā guiyā
mujhe na rulānā
kar ke kuchh bahānā
mere dil meṅ āvo aur bas jāvo
ā ke phir nā jānā