मेरे दिल को ये क्या हो गया ... ऐसा क्यों होता है बार-बार्
( मेरे दिल को ये क्या हो गया
मैं ना जानूँ कहाँ खो गया
क्यों लगे दिन में भी रात है
धूप में जैसे बरसात है
ऐसा क्यों होता है बार-बार
क्या इसको ही कहते हैं प्यार ) -2
आ आ आ आ आ
हो सपने नए सजने लगे दुनिया नई लगने लगी
पहले कभी ऐसा ना हुआ क्या प्यास ये जगने लगी
मदहोशियों का है समा
वो झुकने लगा आसमाँ
ख़ामोशी बनी है ज़ुबाँ
छेड़े है कोई दास्ताँ
धड़कन पे भी छाया है ख़ुमार
ऐसा क्यों होता है बार-बार
हो आईने में जो देखा तुझको
आई शरम आँखें झुकीं
धक से मेरा धड़का जिया
एक पल को ये साँसें रुकीं
अब चूड़ी सताने लगी
रातों को जगाने लगी
मैं यूँही मचलने लगी
कुछ-कुछ बदलने लगी
जाने रहती हूँ क्यों बेक़रार
ऐसा क्यों होता है बार-बार
मेरे दिल को ये क्या हो गया … कहते हैं प्यार
ऐसा क्यों होता है बार-बार
क्या इसको ही कहते हैं प्यार्
( mere dil ko ye kyā ho gayā
maiṅ nā jānūṇ kahāṇ kho gayā
kyoṅ lage din meṅ bhī rāt hai
dhūp meṅ jaise barsāt hai
aisā kyoṅ hotā hai bār-bār
kyā isko hī kahte haiṅ pyār ) -2
ā ā ā ā ā
ho sapne nae sajne lage duniyā naī lagne lagī
pahle kabhī aisā nā huā kyā pyās ye jagne lagī
madhośhiyoṅ kā hai samā
vo jhukne lagā āsmāṇ
khāmośhī banī hai zubāṇ
chheṛe hai koī dāstāṇ
dhaṛkan pe bhī chhāyā hai khumār
aisā kyoṅ hotā hai bār-bār
ho āīne meṅ jo dekhā tujhko
āī śharam āṇkheṅ jhukīṅ
dhak se merā dhaṛkā jiyā
ek pal ko ye sāṇseṅ rukīṅ
ab chūṛī satāne lagī
rātoṅ ko jagāne lagī
maiṅ yūṇhī machalne lagī
kuchh-kuchh badalne lagī
jāne rahtī hūṇ kyoṅ beqrār
aisā kyoṅ hotā hai bār-bār
mere dil ko ye kyā ho gayā … kahte haiṅ pyār
aisā kyoṅ hotā hai bār-bār
kyā isko hī kahte haiṅ pyār