Mere dil kaa tumse hai kahnaa ... bas mere hee rahnaa

मेरे दिल का तुमसे है कहना ... बस मेरे ही रहना
Work
Year
Language

( मेरे दिल का तुमसे है कहना
बस मेरे ही रहना
नहीं तो समझे ) -2
ओ अपनी हो ये दास्ताँ
बनके रहें हम यहाँ
दो जिस्म और एक जाँ
समझो जो कहती हूँ
मेरे दिल का तुमसे है कहना … समझे -2

मैं तो यही बस चाहूँ
के मुझको चाहो हर घड़ी तुम
कितनी मैं हसीं हूँ
मुझे समझाओ हर घड़ी तुम
हूँ दिल में समाओ मुझे
पास बुलाओ मुझे
देखे ही जाओ मुझे
समझो जो कहती हूँ
मेरे दिल का तुमसे है कहना … समझे

हो हो आ हा हा हा हा

तुमसे कहूँ मैं कैसे
हैं कैसे-कैसे अरमाँ जागे
हाँ हाँ गुम से होश हैं जैसे
के अब आँखों से नींद भागे
हाँ बढ़ती हैं बेचैनियाँ
महकी हैं तनहाइयाँ
अब क्‌योँ रहें दूरियाँ
समझो जो कहती हूँ
मेरे दिल का तुमसे है कहना … समझे -2
ओ अपनी हो ये दास्ताँ … और एक जाँ
समझो
मेरे दिल का तुमसे है कहना … समझे
समझे -3

( mere dil kā tumse hai kahnā
bas mere hī rahnā
nahīṅ to samjhe ) -2
o apnī ho ye dāstāṇ
banke raheṅ ham yahāṇ
do jism aur ek jāṇ
samjho jo kahtī hūṇ
mere dil kā tumse hai kahnā … samjhe -2

maiṅ to yahī bas chāhūṇ
ke mujhko chāho har ghaṛī tum
kitnī maiṅ hasīṅ hūṇ
mujhe samjhāo har ghaṛī tum
hūṇ dil meṅ samāo mujhe
pās bulāo mujhe
dekhe hī jāo mujhe
samjho jo kahtī hūṇ
mere dil kā tumse hai kahnā … samjhe

ho ho ā hā hā hā hā

tumse kahūṇ maiṅ kaise
haiṅ kaise-kaise armāṇ jāge
hāṇ hāṇ gum se hośh haiṅ jaise
ke ab āṇkhoṅ se nīṅd bhāge
hāṇ baṛhtī haiṅ bechainiyāṇ
mahkī haiṅ tanhāiyāṇ
ab k‌yoṇ raheṅ dūriyāṇ
samjho jo kahtī hūṇ
mere dil kā tumse hai kahnā … samjhe -2
o apnī ho ye dāstāṇ … aur ek jāṇ
samjho
mere dil kā tumse hai kahnā … samjhe
samjhe -3