मेरे चारों तरफ़ ... मैं तनहा था
मेरे चारों तरफ़ ज़मज़में, क़हक़हे, सरख़ुशी है
मेरे चारों तरफ़ ज़िंदगैइ ज़िंदगैइ ज़िंदगैइ है
पर ऐ दिल बता के मैं कब तलक इससे मुँह मोड़ कर
अपने माज़ी की यादों से लिपटा रहूँगा
मैं तनहा था, तनहा हूँ, तनहा रहूँगा
कब तलक
यूँ लगता है जैसे मेरी सोच के साये
नाच रहे हैं आज पहन कर जिस्म पराये
तू भी झूम ले, झूम ले, झूम ले
तू भी झूम ले हर साया ये कहता है
अरे पगले कौन अलग ख़ुशियों से रहता है
पर ऐ दिल बता
ऐ दिल बता के मैं कब तलक हर ख़ुशी से अलग
अपनी तनहाईयों में भटकता रहूँगा
मैं तनहा था, तनहा हूँ, तनहा रहूँगा
कब तलक -2
आज ये कैसे सुन्दर सपने देख रहा हूँ
ग़ैरों की महफ़िल में अपने देख रहा हूँ
नर्म रेशमी बाज़ू बाज़ू बाज़ू
नर्म रेशमी बाज़ू मुझे बुलाते हैं
हाय आने वाले कल के ख़ाब दिखाते हैं
पर ऐ दिल बता
ऐ दिल बता के मैं कब तलक अपनी उजड़े हुये कल के
मातम में आँसू बहाता रहूँगा
मैं तनहा था, तनहा हूँ, तनहा रहूँगा
कब तलक -3
mere chāroṅ taraf zamazmeṅ, qahaqhe, sarakhuśhī hai
mere chāroṅ taraf ziṅdgaii ziṅdgaii ziṅdgaii hai
par ai dil batā ke maiṅ kab talak isse muṇh moṛ kar
apne māzī kī yādoṅ se lipṭā rahūṇgā
maiṅ tanhā thā, tanhā hūṇ, tanhā rahūṇgā
kab talak
yūṇ lagtā hai jaise merī soch ke sāye
nāch rahe haiṅ āj pahan kar jism parāye
tū bhī jhūm le, jhūm le, jhūm le
tū bhī jhūm le har sāyā ye kahtā hai
are pagle kaun alag khuśhiyoṅ se rahtā hai
par ai dil batā
ai dil batā ke maiṅ kab talak har khuśhī se alag
apnī tanhāīyoṅ meṅ bhaṭaktā rahūṇgā
maiṅ tanhā thā, tanhā hūṇ, tanhā rahūṇgā
kab talak -2
āj ye kaise sundar sapne dekh rahā hūṇ
ġhairoṅ kī mahafil meṅ apne dekh rahā hūṇ
narm reśhmī bāzū bāzū bāzū
narm reśhmī bāzū mujhe bulāte haiṅ
hāy āne vāle kal ke khāb dikhāte haiṅ
par ai dil batā
ai dil batā ke maiṅ kab talak apnī ujaṛe huye kal ke
mātam meṅ āṇsū bahātā rahūṇgā
maiṅ tanhā thā, tanhā hūṇ, tanhā rahūṇgā
kab talak -3