मेरे ऐ दिल बता, प्यार तूने किया
Pअर्त ई
आ
मेरे ऐ दिल बता -2
प्यार तूने किया, पाई मैंने सज़ा
क्या करूँ -4
मेरे ऐ दिल बता -2
आ
तू ख़ुशी के समंदर से खेला किया
किस मज़े से मुझे तूने धोखा दिया
तुझको मोती मिले, मुझको आँसू मिले
क्या करूँ -4
मेरे ऐ दिल बता -2
आ
तू तो पागल रहा प्यार के राग में
तूने डाला मुझे दर्द की आग में
तेरी किसमत खुली मेरी दुनिया जली
क्या करूँ -4
मेरे ऐ दिल बता -2
प्यार तूने किया, पाई मैंने सज़ा
क्या करूँ -4
मेरे ऐ दिल बता -2
म: सीता बन को चली राम के साथ में
सुख को ठुकरा दिया
त्याग के काँटों पर हँस के चलती रही
ये जनक की सुता
ल: मेरे ऐ दिल बता
क्या करूँ -2
म: महरानी मीरा ने जोगन बन महलों का त्याग किया
ले इकतारा चली ढूँढने मनमोहन का कहाँ पता
Part ī
ā
mere ai dil batā -2
pyār tūne kiyā, pāī maiṅne sazā
kyā karūṇ -4
mere ai dil batā -2
ā
tū khuśhī ke samaṅdar se khelā kiyā
kis maze se mujhe tūne dhokhā diyā
tujhko motī mile, mujhko āṇsū mile
kyā karūṇ -4
mere ai dil batā -2
ā
tū to pāgal rahā pyār ke rāg meṅ
tūne ḍālā mujhe dard kī āg meṅ
terī kismat khulī merī duniyā jalī
kyā karūṇ -4
mere ai dil batā -2
pyār tūne kiyā, pāī maiṅne sazā
kyā karūṇ -4
mere ai dil batā -2
ma: sītā ban ko chalī rām ke sāth meṅ
sukh ko ṭhukrā diyā
tyāg ke kāṇṭoṅ par hṇs ke chaltī rahī
ye janak kī sutā
la: mere ai dil batā
kyā karūṇ -2
ma: mahrānī mīrā ne jogan ban mahloṅ kā tyāg kiyā
le iktārā chalī ḍhūṇḍhne manmohan kā kahāṇ patā