मेरे अच्छे सजन मेरे प्यारे सजन मेरे भोले सजन आजा
आजा सजन आजा
मेरे अच्छे सजन मेरे प्यारे सजन मेरे भोले सजन आजा
उठती है कसक आजा दिल करे धक धक आजा कब होगा मिलन आजा
मेरे अच्छे सजन …
मैं तो खुद आप ही प्यासी हूँ
मैं कैसी राम की गंगा हूँ
मैं तो बस नाम की गंगा हूँ
मेरी प्यास बुझा आजा मुझे गंगा बना आजा कर पूरा वचन आजा
आजा सजन आजा …
जो ऐसे टूट के बरसा है हो
सब कहते है ये बादल है
बादल नहीं मेरा काजल है
ये बिजली नहीं मेरी बिंदिया कहीं चमकी बैरन आजा
आजा सजन आजा …
ājā sajan ājā
mere achchhe sajan mere pyāre sajan mere bhole sajan ājā
uṭhtī hai kasak ājā dil kare dhak dhak ājā kab hogā milan ājā
mere achchhe sajan …
maiṅ to khud āp hī pyāsī hūṇ
maiṅ kaisī rām kī gaṅgā hūṇ
maiṅ to bas nām kī gaṅgā hūṇ
merī pyās bujhā ājā mujhe gaṅgā banā ājā kar pūrā vachan ājā
ājā sajan ājā …
jo aise ṭūṭ ke barsā hai ho
sab kahte hai ye bādal hai
bādal nahīṅ merā kājal hai
ye bijlī nahīṅ merī biṅdiyā kahīṅ chamkī bairan ājā
ājā sajan ājā …