Meraa pyaar vo hai ke, mar kar bhee tum ko

मेरा प्यार वो है के, मर कर भी तुम को
Year
Language

मेरा प्यार वो है के, मर कर भी तुम को (slow)
जुदा अपनी बाहों से होने न देगा
मेरा प्यार वो है के, मर कर भी तुम को
जुदा अपनी बाहों से होने न देगा
मिली मुझको जन्नत तो जन्नत के बदले
खुदा से मेरी जां तुम्हें मांग लेगा
मेरा प्यार वो है

ज़माना तो करवट बदलता रहेगा
नए ज़िन्दगी के तराने बनेंगे
मिटेगी न लेकिन मुहब्बत हमारी
मिटाने के सौ सौ बहाने बनेंगे
हक़ीकत हमेशा हक़ीकत रहेगी
कभी भी न इसका फ़साना बनेगा
मेरा प्यार वो है के …

तुम्हें छीन ले मेरी बाहों से कोई
मेरा प्यार यूं बेसहारा नहीं है
तुम्हारा बदन चांदनी आके छूले
मेरे दिल को ये भी गवारा नहीं है
खुदा भी अगर तुमसे आके मिलेगा
तुम्हारी क़सम है मेरा दिल जलेगा
मेरा प्यार वो है के …

merā pyār vo hai ke, mar kar bhī tum ko (slow)
judā apnī bāhoṅ se hone na degā
merā pyār vo hai ke, mar kar bhī tum ko
judā apnī bāhoṅ se hone na degā
milī mujhko jannat to jannat ke badle
khudā se merī jāṅ tumheṅ māṅg legā
merā pyār vo hai

zamānā to karavaṭ badaltā rahegā
nae zindgī ke tarāne baneṅge
miṭegī na lekin muhabbat hamārī
miṭāne ke sau sau bahāne baneṅge
haqīkat hameśhā haqīkat rahegī
kabhī bhī na iskā fasānā banegā
merā pyār vo hai ke …

tumheṅ chhīn le merī bāhoṅ se koī
merā pyār yūṅ beshārā nahīṅ hai
tumhārā badan chāṅdnī āke chhūle
mere dil ko ye bhī gavārā nahīṅ hai
khudā bhī agar tumse āke milegā
tumhārī qasam hai merā dil jalegā
merā pyār vo hai ke …