मेरा नाम जूम जूम जूम हाय ... मैं तुम्हारे लिए आई हूँ अहा
मेरा नाम जूम जूम जूम हाय
मैं तुम्हारे लिए आई हूँ अहा अहा
आगे आगे देखिये होता है क्या
हम मिले आपसे कुछ हो गया
हो मेरा नाम जूम …
धक धक धक धक दिल मेरा धक धक क्यूं करे
आए मज़ा फिर भी ये दिल मेरा क्यूं डरे
हे रुक रुक जाती हैं साँसें जो आहें भरे
दिल है दीवाना दीवाने पे वश न कोई चले
हो मेरा नाम जूम …
दिल मेरा चाहे कि झूम के नाचती जाऊं मैं
मस्त तराने सुना के दिलों को ललचाऊं मैं
हे आँखों ही आँखों में राज़ दिलों के बताऊं मैं
रातों की नींद चुरा के कहीं खो जाऊं मैं
मेरा नाम धूम धूम धूम
It's a dance party
dance a dance party
अरे मेरा नाम धूम धूम धूम
मेरा नाम जूम जूम जूम
तेरा नाम मैं धूम
देखा सब घूम घूम घूम
ओ मिल के नाचें घूमें हम
It's a dance party
ये जान हथेली पे ले के दीवाना ये आ गया
अरे यार के प्यार में मौत से भी टकरा गया
अरे होना जो होगा वो होगा मुझे परवाह है क्या
जान लुटा के भी जीने का आएगा भी मज़ा
मेरा नाम जूम …
merā nām jūm jūm jūm hāy
maiṅ tumhāre lie āī hūṇ ahā ahā
āge āge dekhiye hotā hai kyā
ham mile āpse kuchh ho gayā
ho merā nām jūm …
dhak dhak dhak dhak dil merā dhak dhak kyūṅ kare
āe mazā phir bhī ye dil merā kyūṅ ḍare
he ruk ruk jātī haiṅ sāṇseṅ jo āheṅ bhare
dil hai dīvānā dīvāne pe vaśh na koī chale
ho merā nām jūm …
dil merā chāhe ki jhūm ke nāchtī jāūṅ maiṅ
mast tarāne sunā ke diloṅ ko lalchāūṅ maiṅ
he āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ rāz diloṅ ke batāūṅ maiṅ
rātoṅ kī nīṅd churā ke kahīṅ kho jāūṅ maiṅ
merā nām dhūm dhūm dhūm
It's a dance party
dance a dance party
are merā nām dhūm dhūm dhūm
merā nām jūm jūm jūm
terā nām maiṅ dhūm
dekhā sab ghūm ghūm ghūm
o mil ke nācheṅ ghūmeṅ ham
It's a dance party
ye jān hathelī pe le ke dīvānā ye ā gayā
are yār ke pyār meṅ maut se bhī ṭakrā gayā
are honā jo hogā vo hogā mujhe parvāh hai kyā
jān luṭā ke bhī jīne kā āegā bhī mazā
merā nām jūm …