मेरा नाम है मोहब्बत मेरा नाम याद रखना
हर सुबह याद रखना हर शाम याद रखना
मेरा नाम है मोहब्बत मेरा नाम याद रखना
चाहें हो ये ज़मीं चाहें हो ये आसमां
कोई फ़ासला न होगा अब हमारे दर्मियां
ये रंगों का मौसम है ये खुश्बू की अंगड़ाई
इक दूजे में खो जाएं कहती है ये तन्हाई
इस जगह को इस फ़िज़ा को ना भुलाना
मेरी चाहतों का जानम ईनाम याद रखना
मेरा नाम है मोहब्बत …
रोशन है मेरी दुनिया तेरी पनाहों में
मुझे सारी उम्र रखना अपनी निगाहों में
सदियों की दुआ के बदले महबूब हसीं मिलता है
ज़ुल्फ़ों की घनी छाँव में दिलकश लम्हा ढलता है
तुम से मिल के मैने समझा मैने जाना
नज़रों की बेखुदी का ये सलाम याद रखना
मेरा नाम है मोहब्बत …
बदला बदला सा मेरे दिल का आलम लगता है
मैं जितना तुम्हें चाहूं उतना ही कम लगता है
कोई और नहीं जान-ए-मन मेरे दिल में तुम रहते हो
बस तुमसे प्यार करूं मैं पल पल मुझसे कहते हो
बिन तुम्हारे कुछ नहीं मैं मैने माना
होंठों से जो लिखा वो पैगाम याद रखना
मेरा नाम है मोहब्बत …
har subah yād rakhnā har śhām yād rakhnā
merā nām hai mohabbat merā nām yād rakhnā
chāheṅ ho ye zamīṅ chāheṅ ho ye āsmāṅ
koī fāslā na hogā ab hamāre darmiyāṅ
ye raṅgoṅ kā mausam hai ye khuśhbū kī aṅgaṛāī
ik dūje meṅ kho jāeṅ kahtī hai ye tanhāī
is jagah ko is fizā ko nā bhulānā
merī chāhtoṅ kā jānam īnām yād rakhnā
merā nām hai mohabbat …
rośhan hai merī duniyā terī panāhoṅ meṅ
mujhe sārī umr rakhnā apnī nigāhoṅ meṅ
sadiyoṅ kī duā ke badle mahbūb hasīṅ miltā hai
zulfoṅ kī ghanī chhāṇv meṅ dilkaśh lamhā ḍhaltā hai
tum se mil ke maine samjhā maine jānā
nazroṅ kī bekhudī kā ye salām yād rakhnā
merā nām hai mohabbat …
badlā badlā sā mere dil kā ālam lagtā hai
maiṅ jitnā tumheṅ chāhūṅ utnā hī kam lagtā hai
koī aur nahīṅ jān-e-man mere dil meṅ tum rahte ho
bas tumse pyār karūṅ maiṅ pal pal mujhse kahte ho
bin tumhāre kuchh nahīṅ maiṅ maine mānā
hoṅṭhoṅ se jo likhā vo paigām yād rakhnā
merā nām hai mohabbat …