मेरा जूता है जापानी, ये पतलून इंग्लिस्तानी
मेरा जूता है जापानी, ये पतलून इंगलिस्तानी
सर पे लाल टोपी रूसी, फिर भी दिल है हिंदुस्तानी
मेरा जूता…
निकल पड़े हैं खुली सड़क पर
अपना सीना ताने - (2)
मंज़िल कहाँ कहाँ रुकना है
ऊपर वाला जाने - (2)
बढ़ते जायें हम सैलानी, जैसे एक दरिया तूफ़ानी
सर पे लाल्…
ऊपर नीचे नीचे ऊपर
लहर चले जीवन की - (2)
नादाँ हैं जो बैठ किनारे
पूछें राह वतन की - (2)
चलना जीवन की कहानी, रुकना मौत की निशानी
सर पे लाल्…
होंगे राजे राजकुँवर हम
बिगड़े दिल शहज़ादे - (2)
हम सिंहासन पर जा बैठे
जब जब करें इरादे - (2)
सूरत है जानी पहचानी, दुनिया वालों को हैरानी
सर पे लाल्…
merā jūtā hai jāpānī, ye patlūn iṅglistānī
sar pe lāl ṭopī rūsī, phir bhī dil hai hiṅdustānī
merā jūtā…
nikal paṛe haiṅ khulī saṛak par
apnā sīnā tāne - (2)
maṅzil kahāṇ kahāṇ ruknā hai
ūpar vālā jāne - (2)
baṛhte jāyeṅ ham sailānī, jaise ek dariyā tūfānī
sar pe lāl…
ūpar nīche nīche ūpar
lahar chale jīvan kī - (2)
nādāṇ haiṅ jo baiṭh kināre
pūchheṅ rāh vatan kī - (2)
chalnā jīvan kī kahānī, ruknā maut kī niśhānī
sar pe lāl…
hoṅge rāje rājkuṇvar ham
bigaṛe dil śhahazāde - (2)
ham siṅhāsan par jā baiṭhe
jab jab kareṅ irāde - (2)
sūrat hai jānī pahchānī, duniyā vāloṅ ko hairānī
sar pe lāl…