मेरा जीवन कोरा कागज़ कोरा ही रह गया
मेरा जीवन कोरा कागज़ कोरा ही रह गया
जो लिखा था
जो लिखा था आँसुओं के संग बह गया
मेरा जीवन …
(इक हवा का झोंका आया) - (2)
टूटा डाली से फूल - (2)
ना पवन की ना चमन की
किसकी है ये भूल - (2)
खो गई - (2) खुशबू हवा में कुछ न रह गया
मेरा जीवन …
(उड़ते पंछी का ठिकाना) - (2)
मेरा न कोई जहाँ - (2)
ना डगर है ना खबर है
जाना है मुझको कहाँ - (2)
बन के सपना - (2) हमसफ़र का साथ रह गया
मेरा जीवन …
दुख के अन्दर सुख की ज्योती
दुख ही सुख का ज्ञान - (2)
दर्द सह के जन्म लेता
हर कोई इनसान - (2)
वो सुखी है - (2) जो खुशी से दर्द सह गया
मेरा जीवन …
merā jīvan korā kāgaz korā hī rah gayā
jo likhā thā
jo likhā thā āṇsuoṅ ke saṅg bah gayā
merā jīvan …
(ik havā kā jhoṅkā āyā) - (2)
ṭūṭā ḍālī se phūl - (2)
nā pavan kī nā chaman kī
kiskī hai ye bhūl - (2)
kho gaī - (2) khuśhbū havā meṅ kuchh na rah gayā
merā jīvan …
(uṛte paṅchhī kā ṭhikānā) - (2)
merā na koī jahāṇ - (2)
nā ḍagar hai nā khabar hai
jānā hai mujhko kahāṇ - (2)
ban ke sapnā - (2) hamasafar kā sāth rah gayā
merā jīvan …
dukh ke andar sukh kī jyotī
dukh hī sukh kā jñān - (2)
dard sah ke janm letā
har koī insān - (2)
vo sukhī hai - (2) jo khuśhī se dard sah gayā
merā jīvan …