मेरा जीवन कोरा कागज, कोरा ही रह गया
मेरा जीवन कोरा कागज कोरा ही रह गया
जो लिखा था, आसूओं के संग बह गया
एक हवा का झोंका आया, टूटा डाली से फूल
ना पवन की, ना चमन की, किसकी है ये भूल
खो गयी खुशबू हवा में, कुछ न रह गया
उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां
ना डगर है, ना खबर है, जाना है मुझको कहाँ
बनके सपना हमसफ़र का साथ रह गया
merā jīvan korā kāgaj korā hī rah gayā
jo likhā thā, āsūoṅ ke saṅg bah gayā
ek havā kā jhoṅkā āyā, ṭūṭā ḍālī se phūl
nā pavan kī, nā chaman kī, kiskī hai ye bhūl
kho gayī khuśhbū havā meṅ, kuchh na rah gayā
uṛte paṅchhī kā ṭhikānā, merā na koī jahāṅ
nā ḍagar hai, nā khabar hai, jānā hai mujhko kahāṇ
banke sapnā hamasafar kā sāth rah gayā