मेरा जान-ए-बहार आ गया हो मैं तो खिल के गुलाब हो गई
ओ मेरा जान-ए-बहार आ गया हो मैं तो खिल के गुलाब हो गई
कैसा नशा छाया लोगों शबनम शराब हो गई
मेरा जान-ए-बहार …
जलने वालों को जलने दो तीर निगाहों के चलने दो
हो यो बात किसी की नाम किसी का काम किसी का
ओ जान-ए-बहार …
कोई कुछ न समझ पाया बात ऐसी जनाब हो गई
कैसा नशा छाया …
सब लोगों को धोखा दे दे हे जान-ए-मन एक बोसा दे दे
मेरा जान-ए-बहार …
बोसा क्या है जान मैं दे दूं
नहीं तेरा जवाब कोई हो चीज़ तू लाजवाब हो गई
कैसा नशा छाया …
देख सके न मुझको बन्दे तू देख बाकी सब अन्धे
इन अन्धों से फिर क्या डरना खुल्लम खुल्ला प्यार है करना
हुआ ऐसा ये हंगामा सबकी हालत खराब हो गई
उई कैसा नशा छाया …
o merā jān-e-bahār ā gayā ho maiṅ to khil ke gulāb ho gaī
kaisā naśhā chhāyā logoṅ śhabnam śharāb ho gaī
merā jān-e-bahār …
jalne vāloṅ ko jalne do tīr nigāhoṅ ke chalne do
ho yo bāt kisī kī nām kisī kā kām kisī kā
o jān-e-bahār …
koī kuchh na samajh pāyā bāt aisī janāb ho gaī
kaisā naśhā chhāyā …
sab logoṅ ko dhokhā de de he jān-e-man ek bosā de de
merā jān-e-bahār …
bosā kyā hai jān maiṅ de dūṅ
nahīṅ terā javāb koī ho chīz tū lājvāb ho gaī
kaisā naśhā chhāyā …
dekh sake na mujhko bande tū dekh bākī sab andhe
in andhoṅ se phir kyā ḍarnā khullam khullā pyār hai karnā
huā aisā ye haṅgāmā sabkī hālat kharāb ho gaī
uī kaisā naśhā chhāyā …