Meraa dil tujh pe martaa hai pyaar kartaa hai ... nakhraa na kar deevaanee

मेरा दिल तुझ पे मरता है प्यार करता है ... नखरा न कर दीवानी
Work
Year
Language

मेरा दिल तुझ पे मरता है प्यार करता है
छोड़ नादानी
नखरा न कर दीवानी

तेरा दिल मुझ पे मरता है प्यार करता है
जा रे दीवाने
न पीछा कर परवाने

वादा करके न आना आके इतना तड़पाना
मैने तुझको पहचाना तू है पागल दीवाना
छुप छुप के आहें भरती है
हर बात पे ना ना करती है
तेरी बातों में जो आऊं गर
मैं मुश्किल में पड़ जाऊंगी
नींद लूटा चैन लूटा रूप की रानी
नखरा न कर दीवानी …

यूं ही इनकार करूंगी कैसे न प्यार करूंगी
ग़म न आने दूंगा सारा दुख मांग लूंगा
तेरा झूठा हर वादा है ने तेरा नेक इरादा है
इन आँखों की तस्वीर में है तू ही मेरी तक़दीर में है
तू अनाड़ी बात मेरी तू नहीं माने
न पीछा कर परवाने …

merā dil tujh pe martā hai pyār kartā hai
chhoṛ nādānī
nakhrā na kar dīvānī

terā dil mujh pe martā hai pyār kartā hai
jā re dīvāne
na pīchhā kar parvāne

vādā karke na ānā āke itnā taṛpānā
maine tujhko pahchānā tū hai pāgal dīvānā
chhup chhup ke āheṅ bhartī hai
har bāt pe nā nā kartī hai
terī bātoṅ meṅ jo āūṅ gar
maiṅ muśhkil meṅ paṛ jāūṅgī
nīṅd lūṭā chain lūṭā rūp kī rānī
nakhrā na kar dīvānī …

yūṅ hī inkār karūṅgī kaise na pyār karūṅgī
ġham na āne dūṅgā sārā dukh māṅg lūṅgā
terā jhūṭhā har vādā hai ne terā nek irādā hai
in āṇkhoṅ kī tasvīr meṅ hai tū hī merī taqdīr meṅ hai
tū anāṛī bāt merī tū nahīṅ māne
na pīchhā kar parvāne …