मेरा दिल तोड़ने वाले मेरे दिल की दुआ लेना
मु: मेरा दिल तोड़ने वाले मेरे दिल की दुआ लेना
मिटाकर मेरी दुनिया को नई दुनिया बसा लेना
श: मोहब्बत की क़सम तुमको लगी दिल की बुझा लेना
हमारी याद जब आए तो दो आँसू बहा लेना
मु: नहीं आता वफ़ाओं से हमें दामन बचा लेना
तुम्हीं पर जान दे देंगे किसी दिन आज़मा लेना
मेरा दिल तोड़ने वाले …
श: मोहब्बत नाम है ग़म का ख़ुशी से ग़म उठा लेना
अगर दिल को न चैन आए तो कुछ रो-रो के गा लेना
मु: मिटाकर मेरी दुनिया …
श: हमारी याद जब आए …
mu: merā dil toṛne vāle mere dil kī duā lenā
miṭākar merī duniyā ko naī duniyā basā lenā
śha: mohabbat kī qasam tumko lagī dil kī bujhā lenā
hamārī yād jab āe to do āṇsū bahā lenā
mu: nahīṅ ātā vafāoṅ se hameṅ dāman bachā lenā
tumhīṅ par jān de deṅge kisī din āzmā lenā
merā dil toṛne vāle …
śha: mohabbat nām hai ġham kā khuśhī se ġham uṭhā lenā
agar dil ko na chain āe to kuchh ro-ro ke gā lenā
mu: miṭākar merī duniyā …
śha: hamārī yād jab āe …