मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले तू लईले रे -2
( हाँ दिल से तुझे प्यार किया
दिल मैने तुझे यार दिया ) -2
एक मीठा-मीठा दर्द लिया
लागे ना कहीं अब तो जिया
मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले तू लईले रे -2
मेरी आँखों ने तुझे सपनों में उतारा
सूना लगे ज़माना तेरे बिन
तनहा अब कहीं नहीं होगा गुज़ारा
तेरे बिन कटे ना अब ये दिन
( लाखों में तुझे यार चुना
मैने तो तेरा ख़ाब बुना ) -2
मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले तू लईले रे -2
हे हे हे
बन जायेगी कभी तेरी-मेरी कहानी
आ गले से लगा ले मेरी जाँ
होंठों से तू दे-दे शबनमी निशानी
यही चाहें मेरे दिल के अरमाँ
( मैं सारा जहाँ भूल गया
बाँहों में तेरी झूल गया ) -2
एक मीठा-मीठा दर्द लिया
लागे ना कहीं अब तो जिया
मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले मेरा दिल लईले तू लईले रे -2
हे
हे हे
merā dil laīle merā dil laīle merā dil laīle tū laīle re -2
( hāṇ dil se tujhe pyār kiyā
dil maine tujhe yār diyā ) -2
ek mīṭhā-mīṭhā dard liyā
lāge nā kahīṅ ab to jiyā
merā dil laīle merā dil laīle merā dil laīle tū laīle re -2
merī āṇkhoṅ ne tujhe sapnoṅ meṅ utārā
sūnā lage zamānā tere bin
tanhā ab kahīṅ nahīṅ hogā guzārā
tere bin kaṭe nā ab ye din
( lākhoṅ meṅ tujhe yār chunā
maine to terā khāb bunā ) -2
merā dil laīle merā dil laīle merā dil laīle tū laīle re -2
he he he
ban jāyegī kabhī terī-merī kahānī
ā gale se lagā le merī jāṇ
hoṅṭhoṅ se tū de-de śhabanmī niśhānī
yahī chāheṅ mere dil ke armāṇ
( maiṅ sārā jahāṇ bhūl gayā
bāṇhoṅ meṅ terī jhūl gayā ) -2
ek mīṭhā-mīṭhā dard liyā
lāge nā kahīṅ ab to jiyā
merā dil laīle merā dil laīle merā dil laīle tū laīle re -2
he
he he