मेरा दिल भी कितना पागल है
मेरा दिल भी कितना पागल है
ये प्यार तो तुमसे करता है
पर सामने जब तुम आते हो
कुछ भी कहने से डरता है
कितना इसको समझाता हूँ
कितना इसको बहलाता हूँ
नादान है कुछ ना समझता है
दिनरात ये आहें भरता है
हर पल मुझको तडपाता है
मुझे सारी रात जगाता है
इस बात की तुमको खबर नहीं
ये सिर्फ तुम ही पर मरता है
merā dil bhī kitnā pāgal hai
ye pyār to tumse kartā hai
par sāmne jab tum āte ho
kuchh bhī kahne se ḍartā hai
kitnā isko samjhātā hūṇ
kitnā isko bahlātā hūṇ
nādān hai kuchh nā samajhtā hai
dinrāt ye āheṅ bhartā hai
har pal mujhko taḍpātā hai
mujhe sārī rāt jagātā hai
is bāt kī tumko khabar nahīṅ
ye sirph tum hī par martā hai