मेरा दिल अब तेरा ओ साजना
कैसा जादु फेरा ओ साजना - 2
मेरा दिल …
नैं हमारे तुम संग लागे
तुम संग प्रीत हमारी
मन भाये तुम जानो न जानो
जाने है दुनिया सारी
कोई और न मेरा ओ साजना
मेरा दिल …
मोरनी बन के राह तकूँ मैं
तुम बादल बन जाओ
मेरे प्यासे रोम रोम पे
रस बरसाते जाओ
तेरा दिल में बसेरा ओ साजना
मेरा दिल …
प्यार का बंधन जनम जनम का
साँस के संग ही टूटे
सारे ही रंग फीके पड़ जाए
प्यार का रंग न छुटे
तूने तन मन घेरा ओ साजना
मेरा दिल …
merā dil ab terā o sājnā
kaisā jādu pherā o sājnā - 2
merā dil …
naiṅ hamāre tum saṅg lāge
tum saṅg prīt hamārī
man bhāye tum jāno na jāno
jāne hai duniyā sārī
koī aur na merā o sājnā
merā dil …
mornī ban ke rāh takūṇ maiṅ
tum bādal ban jāo
mere pyāse rom rom pe
ras barsāte jāo
terā dil meṅ baserā o sājnā
merā dil …
pyār kā baṅdhan janam janam kā
sāṇs ke saṅg hī ṭūṭe
sāre hī raṅg phīke paṛ jāe
pyār kā raṅg na chhuṭe
tūne tan man gherā o sājnā
merā dil …