Meraa chimtaa bole chhanak chhanak chhan

मेरा चिमटा बोले छनक छनक छन्
Year
Language

मु: मेरा चिमटा बोले छनक छनक छन छनक छनक
मेरा चिमटा बोले ओ बोले
कभी न मिलाना कहीं अख नाल अख
तेरी-मेरी बात रहे तेरे-मेरे तक
आ: हो मेरी ढफली बोले ढमक ढमक ढम ढमक ढमक
हो मेरी ढफली बोले ओ बोले
दिल की बात इस दिल में तू रख
तेरी-मेरी बात …
मु: मेरा चिमटा बोले …

आ: आज मेरे नाचने का ढंग देख ले -2
रूप देख रूप की ( उमंग देख ले ) -2
रूप देख ले रंग देख ले रंग-बिरंगे ढंग देख ले
और प्यार के अंजाम का ( रंग देख ले ) -2

मु: अरे रेत में कभी न कोई फूल खिलेगा -2
चलती हवाओं में न दीप जलेगा
दुनिया में पाप नहीं फूले फलेगा
इस पल करोगे उस पल मिलेगा -2
अरे रहा नहीं कोई भी दुर्जन आज तक
तेरी-मेरी बात …
दो: तेरी-मेरी बात …

mu: merā chimṭā bole chhanak chhanak chhan chhanak chhanak
merā chimṭā bole o bole
kabhī na milānā kahīṅ akh nāl akh
terī-merī bāt rahe tere-mere tak
ā: ho merī ḍhaphlī bole ḍhamak ḍhamak ḍham ḍhamak ḍhamak
ho merī ḍhaphlī bole o bole
dil kī bāt is dil meṅ tū rakh
terī-merī bāt …
mu: merā chimṭā bole …

ā: āj mere nāchne kā ḍhaṅg dekh le -2
rūp dekh rūp kī ( umaṅg dekh le ) -2
rūp dekh le raṅg dekh le raṅg-biraṅge ḍhaṅg dekh le
aur pyār ke aṅjām kā ( raṅg dekh le ) -2

mu: are ret meṅ kabhī na koī phūl khilegā -2
chaltī havāoṅ meṅ na dīp jalegā
duniyā meṅ pāp nahīṅ phūle phalegā
is pal karoge us pal milegā -2
are rahā nahīṅ koī bhī durjan āj tak
terī-merī bāt …
do: terī-merī bāt …